Punjabi style shuljum matar
Автор: Aroma kitchen
Загружено: 2026-01-14
Просмотров: 4
Описание:
Aroma Kitchen mein hum bana rahe hain Punjabi Tadka Shaljam Matar – ek lajawab desi winter special sabzi 🥬❄️
Is recipe mein shaljam aur hari matar ko makhan aur Punjabi masalon ke saath slow cooked kiya gaya hai jisse iska taste aur aroma dono zabardast ban jata hai 😋
Yeh recipe ghar jaisa desi taste, healthy aur bahut hi easy hai. Roti, naan ya chawal ke saath perfect lagti hai. Agar aap winter mein kuch naya aur traditional banana chahte ho to yeh recipe zaroor try karein.
Agar video pasand aaye to:
👍 Like karein
💬 Comment karein
📲 Share karein
🔔 Aroma Kitchen ko Subscribe karein
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: