Tinku Jiya songs | Yamla PaglaDeewana | Dharmendra, Bobby Deol Sunny Deol | 2011 Anu Malik | Hits 🎯
Автор: Music.7🎵
Загружено: 2026-01-31
Просмотров: 637
Описание:
Presenting the lyrical video of the song Tinku Jiya from the Bollywood movie Yamla Pagla Deewana'. Yamla Pagla Deewana' featuring Bobby Deol and Dharmendra. The music is composed by Anu Malik.
Song - Tinku Jiya
Film - Yamla Pagla Deewana
Singer - Mamta Sharma, Javed Ali
Lyricist - Anu Malik
Music Director - Anu Malik
Artist - Dharmender, Sunny Deol, Bobby Deol,
Nafisa Ali
lyrics -
O Lai Gai O Le Lo Baakhri, Dilon Ki Saakhri
Sun Teri Le Zin, Varna Tu Jhim Jhim
Palati Chalti Jaaye, Dil Kare Haye Haye
Jawaan Kar Dil Chali Kyun, Kar Ke Tu Bye Bye
Garam Garam Tu Jali Jali, Meri Patakha Kahan Chali
Garam Garam Tu Jali Jali, Meri Patakha Kahan Chali
Pal Pal Na Mane Tinku Jiya, Haan Tinku Jiya
Isak Ka Manjan Ghisey Hai Piya
Pal Pal Na Mane Tinku Jiya, Haan Tinku Jiya
Isak Ka Manjan Ghisey Hai Piya
Sar Pe Masti Chadhi Main Deewaana Ho Gaya
Jawaani Ka Mehnga Khazaana Ho Gaya
Kaali Aankhon Se Kitna Hungama Ho Gaya
Jab Jab Dekhe Tujhe Tinku Jiya, Tinku Jiya
Isak Ka Engine Jalaye Jiya
Pal Pal Na Mane Tinku Jiya, Haan Tinku Jiya
Isak Ka Manjan Ghisey Hai Piya
Haye O Cham Cham, Paaon Mein Tham Tham
Dhadakta Jaaye Dil, Dhana Dhan Dham Dham
Arrey O Chikni, Arrey O Item
Arrey O Beautiful, Main Bhi Hun Handsome
Tinku Hamara Cinema Ka Deewana
Zor Zor Se Gaye Gana, Zor Zor Se Gaaye Gana
Ho Tinku Hamara Cinema Ka Deewana
Zor Zor Se Gaye Gana, Zor Zor Se Gaaye Gana
Aisi Villan Jaisi Batein Na Kar
Ban Ja Heroin Dhadka De Jiya
Joban Pe Dala Hai Tala Piya, Haan Tala Piya
Isak Ka Manjan Ghisey Hai Piya
Pal Pal Na Mane Tinku Jiya, Haan Tinku Jiya
Isak Ka Manjan Ghisey Hai Piya
Teekhi Nazar Aur Qaatil Adaayein
Saanjh Dale Kunne Mein Bulayein, Saanjh Dale Kunne Mein Bulayein
Haan Teekhi Nazar Aur Qaatil Adaayein
Saanjh Dale Kunne Mein Bulayein, Saanjh Dale Kunne Mein Bulayein
Kunne Mein Ik Baar Aa Kar Toh Dekh
Chilla Ke Bolegi, Love You Piya
Gappon Ki Baandhe Tu Kyun Puliya, Tu Kyun Puliya
Isak Ka Manjan Ghisey Hai Piya
Pal Pal Na Mane Tinku Jiya, Haan Tinku Jiya
Isak Ka Manjan Ghisey Hai Piya
Ho Sar Pe Masti Chadhi, Main Deewana Ho Gaya
Jawani Ka Mehnga Khazana Ho Gaya
Kaali Aankhon Se Kitna Hungama Ho Gaya
Jab Jab Dekhe Tujhe Tinku Jiya, Tinku Jiya
Isak Ka Engine Jalaye Jiya
Pal Pal Na Mane Tinku Jiya, Haan Tinku Jiya
Isak Ka Manjan Ghisey Hai Piya
Joban Pe Daala Hai Taala Piya, Haan Taala Piya
Isak Ka Manjan Ghisey Hai Piya
#song #bolleywoodsong #bobbydeol #love #hindi #2011 #newmusic #newsong #yamlapagladeewana
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: