Tauba k liay behtareen dua - Ahadees ki roshni mein
Автор: iSlaam
Загружено: 2026-02-02
Просмотров: 24
Описание:
Tauba ki Dua - Hadees say sabit
#islamicvideo
#ahadees
#tauba
#dua
#trending
Assalam-o-Alaikum!
Is video mein hum aapko batayenge tauba karne ki wo dua jo sahih hadees say sabit hai. Gunah insan say ho jate hain, lekin behtareen gunahgar wo hai jo Allah ki taraf ruju kare aur sachi tauba kare. Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya ke "Main din mein 70 se zyada martaba Allah se maghfirat mangta hun aur tauba karta hun" (Bukhari).
Video mein shamil topics:
Sahi hadees se sabit tauba ki dua.
Astaghfar aur Tauba ki fazilat aur ahmiyat.
Gunahon se maafi mangne ka sahi tarika.
Sachi tauba ki sharayet aur nishaniyan.
Agar aapko ye video pasand aaye to ise Like karein aur apne doston ke sath Share karein takay ye unke liye bhi sadqa-e-jariya banay. Mazeed Islamic videos ke liye hamara channel Subscribe karein.
JazakAllah Khair
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: