Hyderabad: Erragadda Hospital Se Remand Qaidi Farar! Chanchalguda Jail Mein Tha Qaid
Автор: Munsif News 24x7
Загружено: 2026-09-22
Просмотров: 18244
Описание:
Hyderabad: Erragadda Hospital Se Remand Qaidi Farar! Chanchalguda Jail Mein Tha Qaid
Hyderabad ki Chanchalguda Jail mein remand par qaid Shiv Shankar Reddy ke hospital se farar hone ka maamla saamne aaya hai.
Reports ke mutabiq, Shiv Shankar Reddy ko ilaaj ke liye Eragadda ke Government Hospital le jaya gaya tha. Hospital mein treatment ke dauran woh staff ko chakma dekar farar ho gaya.
Shiv Shankar Reddy ka talluq Wanaparthy district ke Atmakur Mandal ke Amrachinta gaon se bataya ja raha hai. Waqia saamne aane ke baad police aur jail authorities ne uski talaash shuru kar di hai.
Police teams hospital aur aas-paas ke areas ke CCTV footage ko bhi examine kar rahi hain, jabki qaidi ke mumkin thikanon ki information collect ki ja rahi hai.
Latest updates ke liye hamare channel ko subscribe karein aur video ko like aur Share karein.
#Hyderabad #ChanchalgudaJail #PrisonerEscape #QaidiFarar #EragaddaHospital #HyderabadNews #TelanganaNews #BreakingNews #PoliceSearch #ShivShankarReddy
Hyderabad news, Hyderabad latest news, Chanchalguda jail, Chanchalguda jail prisoner escape, prisoner escaped hospital, qaidi farar, remand prisoner escape, Shiv Shankar Reddy, Eragadda government hospital, Eragadda hospital news, Hyderabad prisoner news, Telangana news, Hyderabad breaking news, Telangana latest news, police search, jail authorities, prisoner escape Hyderabad, Chanchalguda news, Hyderabad crime news
#munsif #munsifnews #munsifnews24x7 #munsifdaily #munsifhyderabad #munsifindia #telangananews #hyderabadnewschannel
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: