Hussain(as) Ya Hussain(as)
Автор: RHEE786
Загружено: 2008-02-04
Просмотров: 34243
Описание:
Arifwala noha khwan party.
Writeups -
_______________
Hussain ya Hussain ya Hussain ya Hussain (x3)
_______________
Zahra ka ladla bay jurm aur bay katah, Hy maara gaya (x2)Gurbaat ki yeh shaab hai, bay parda Zainab hain,,karti hain ro ro kaar, Zainab yehi fuhgaa.
_______________
Woh jo lahu lahu hain, khaliq ki abharu hain, Ay shah-e-Karbala maishaar talaak khuda, Mamnoon hai tehra (x2)Tu haq ka rahbaar hain, nabhiyon seh bhaar kaar hain, teray hi sadkay main, baaki hain yeh jahaan.
_______________
Zainab ko bas yeh ghaam hain, is baat kah alaam, hain Bhaar khaak-e-naynawah Zahra kay laal kah, Lasha paara raha (x2) Zainab ko yaad ayi bhayi ki tanhayi, jaab run seh jaata tah, pyaaso kah karavaan.
_______________
Saymi howi Sakina, pyaasi hain woh hazeena, Dehti rahi sadaa gohaar meray chinay Damaan bhi jaal gaya (x2)Soona yeh sehra hain ay baba jangal main, yeh dukhiyah maqtal main, dhoonday tum hai kahaan.
_______________
Baba ko ronay waali seena peh soonay waali Abh saari zindaghi baba ko rovay gi Kaisay woh sohvay gi (x2)Khabh rah kaar khaimo seh, nikali gi pyaasi woh dhoonday gi baba ko, laasho kay dhaar miyaan.
_______________
Baday Hussain Zainab Shabbire ban gayi hain Jab khaimay jaal gaye lashay peh bhayi kay Hum sheer nay kahaa (x2)Ummat neh yeh tuj seh waada hain, Zainab kah yeh teri qurbaani, hogi nah rahay khaar.
_______________
Bas ay Moheeb yeh mataam Zainab ki arzoo hain Jo apnei bhayi ko run main nah ro saki Ay bint-e-Mustapha (x2)Qasim kah Akbar kah Zahra kay dilbaar kah, dehtay hain saab pursa , yeh teray noha khawan.
Thanks nohawriteups.com
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: