Makar Sankranti Par Nagi Dam Picnic | Boating, Rush & Sunset View | Family Vlog
Автор: RASHRI
Загружено: 2026-01-15
Просмотров: 142
Описание:
Namaskar doston 🙏
Aaj ke is vlog mein hum aapko le ja rahe hain Nagi Dam ki khoobsurat aur shaant jagah par.
Aaj Makar Sankranti ka din tha,
isliye kaafi zyada bheed thi—
lag raha tha jaise sab log dahi-chura kha kar ghoomne hi nikal pade ho 😄
Market band hone ki wajah se bhi
Nagi Dam par kaafi rush dekhne ko mila.
Is vlog mein aap dekhenge:
✨ Nagi Dam ka natural beauty
🚤 Boating ka real experience
🌿 Exit area ke pathar aur open field
🧺 Family picnic, music aur food
🌅 Aur ek bahut hi sundar sunset view
Mera personally first time tha Nagi Dam aana,
aur honestly, yeh jagah family ke saath
time spend karne ke liye kaafi acchi hai.
Agar aap nature, picnic aur family vlogs pasand karte ho
toh yeh video aapko zaroor pasand aayegi ❤️
Video pasand aaye toh
👍 Like kijiye
💬 Comment karke batayein aapko sabse accha part kaunsa laga
🔔 Aur channel ko Subscribe karna mat bhooliye
Thank you for watching 😊”
#NagiDam
#FamilyVlog
#PicnicVlog
#MakarSankranti
#BoatingExperience
#NatureVlog
#indianfamilyvlog
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: