Ajmer Sharif Urs 2025 Live Khwaja Garib Nawaz Urs 9vi Shab Ka Manzar Ajmer Sharif Dargah
Автор: Mission E Aulia
Загружено: 2025-01-09
Просмотров: 11947
Описание:
#missioneaulia
Ajmer Sharif Urs 2025 Live Khwaja Garib Nawaz Urs 9vi Shab Ka Manzar Ajmer Sharif Dargah
Ajmer Sharif Urs 2025 Live | Bada Qul Rasm Mubarak
Is video me aap dekh rahe hain Ajmer Sharif Dargah ka 814wa Urs Mubarak ka Live Bada Qul Rasm ka noorani aur roohani manzar.
Bada Qul ke mauke par lakhon zayreen Khwaja Garib Nawaz Rahmatullah Alaih ke darbar me hazri dete hain aur mulk-o-millat ke liye dua mangi jaati hai 🤲✨
Khwaja Garib Nawaz ka paigham Mohabbat, Aman aur Bhai-Chara ka paigham hai jo aaj bhi duniya ko raah dikhata hai.
Is live video ko zyada se zyada share karein aur Khwaja Piya ke deewano tak pahunchayein 💚
Ya Khwaja Garib Nawaz Madad 🤍
👉 Video pasand aaye to Like | Share | Subscribe zaroor karein
👉 Comment me Ya Khwaja Garib Nawaz likhna na bhulein
🔹 Khwaja Garib Nawaz Ka Shajra (Nasab Nama)
Hazrat Khwaja Moinuddin Hasan Chishti Rahmatullah Alaih
⬇
Hazrat Khwaja Giyasuddin
⬇
Hazrat Khwaja Ahmad
⬇
Hazrat Khwaja Muhammad
⬇
Hazrat Khwaja Ibrahim
⬇
Hazrat Imam Musa Kazim
⬇
Hazrat Imam Jafar Sadiq
⬇
Hazrat Imam Muhammad Baqar
⬇
Hazrat Imam Zain-ul-Abideen
⬇
Hazrat Imam Hussain
⬇
Hazrat Ali al-Murtaza
⬇
Hazrat Muhammad Mustafa ﷺ
Agar apko mission e aulia ki video pasand aye to isko like kare share kare jisse zyada se zyada logon ko malumat ho sake aur mission e aulia channel ko subscribe zarur kare
Follow Me
/ missioneaulia
/ missioneaulia
My email id [email protected]
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: