50 लोगो के लिए छोले चावल का मिनी भंडारा करने के लिए आसlन विधि से बनाए घर में छोले
Автор: Chatpati Richa
Загружено: 2022-09-18
Просмотров: 37731
Описание:
ChatpatiRicha ko subscribe jarur karein 😊
#chatpatiricha #ChatpatiRicha #testyfood #healthyfood #desifood #easyrecipe #gharkakhana #chholerecipe #chholemasala #punjabichole
hello friends bht sare logo ko jarurat hoti h aisi video ki jisme wo Janna chahate hai ki jada quantity me aap ghar pr asani se khana kaise bana sakte h.aaj mai 50 logo ke liye chhole bana rahi hu.agar aapko or jada quantity me chhole banane hai to aap usi hisab se chhole or masalo ki quantity badha sakte hai.meri ye recipe bohot hi asan h or isko follow krte huye agar aap chhole banayege to easily ap ghar me bilkul halwai jaise chhole bana sakte hai.agar aap apne ghar me mini bhandara banana chahate hai ya fir koi birthday party organise karna chahate hai.or aapko jada quantity me chhole banane hai to ap aise bna sakte hai ghar par bohot hi asan tarike se. friends aap isme namak apne according bhi add kar sakte hai.isme maine red chilli powder kam hi rakha kyuki ye khana hume bahar bacho ko khilana tha.agr aap chahe or jada tikha pasand krte hai to aap mirch bhi badha sakte hai.agar aap itni quantity me banaoge to Aram se 60-65 plate chhole chawal ban jayege
I hope aapko meri ye video pasand aai hogi.agar meri video pasand aai ho to plz like share or subscribe my channel 🙏
Ingredients -
Chhole - 1.5 kg
Baking soda - 1 tbsp
Salt - 6-7 tbsp ( as per taste)
Tejpatta - 12-13
Cloves - 14-15
Badi ilayachi - 8
Tomato - 700-800 grm
Ginger - 50 grm
Kashmiri red chilli powder - 4-5 tbsp
Red chilli powder - 1-2 tbsp
Coriander powder - 4-5 tbsp
Turmeric powder - 2-3 tbsp
Chhole masala - 4 tbsn
Black salt - 1 tbsp
Ajwain - 1/2 tbsp
Anardana powder - 4 tbsp
Amchur powder - 1 tbsp
Kasuri methi - 3-4 tbsp
Green chilli - 6-7
Green coriander leaves- 1 bowl chopped
50 logo ke liye Ghar me asani se banaye halwai style chhole
jada quantity me Ghar me asani se banaye chhole
50 logo ke liye jada quantity me Ghar me chhole banane ki asan vidhi
jada quantity me Ghar me chhole kaise banaye
chhole banane ki vidhi
chhole banane ki asan vidhi
ghar me chhole banane ki asan vidhi
ghar me halwai style chhole banane ki vidhi
ghar me bhandare wale chhole banane ki vidhi
ghar me bhandare wale chhole kaise banaye
mini bhandara karne ke liye Ghar me asani se chhole banane ki recipe
#50logokeliyegharmechholebananekividhi
#bulkquantitymechholemasala
#punjabichhole #punjabichoolemasala #gharmeasanisechholekaisebanaye
#minibhandarawalechhole #bhandararecipe #bhandara #jadaquantitymegharmechholekaisebanye
#pindichhole #withoutoniongarlicrecipe #withoutoniongarlichholemasala #withoutoniongarlic
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: