Hazrat Hasan Basri Aur Naujawan Ka Waqia | Dil Hila Dene Wala Bayan | Peer Ajmal Raza Qadri
Автор: The Islamic Point
Загружено: 2025-12-16
Просмотров: 565
Описание:
Hazrat Hasan Basri (رحمہ اللہ) ka yeh waqia aik aise naujawan se mutaliq hai jo gunahon ki zindagi guzar raha tha, lekin Allah ke wali ki aik nasihat ne uski poori zindagi badal kar rakh di۔
Is bayan mein Peer Ajmal Raza Qadri sahb ne bohat hi dard aur hikmat ke sath samjhaya hai ke:
Gunah insan ke dil ko kaise andha kar deta hai
Tauba ka darwaza kabhi band nahi hota
Allah apne bandon se kitni mohabbat karta hai
Aik sachhi nasihat ka asar zindagi bhar rehta hai
Yeh bayan khas tor par naujawano ke liye hai jo duniya ki ranginiyon mein gum ho chuke hain۔
Agar aap chahte hain ke aap ka dil Allah ki taraf palat aaye, to yeh bayan poora zaroor sunain۔
📌 Video ko Like karein
📌 Channel ko Subscribe karein
📌 Bayan ko apne doston ke sath Share karein
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: