Mera First Vlog | Vlogging Start | Food Vloggers Meet, Exhibition & Mutton Ribs
Автор: Vicky Panda
Загружено: 2026-01-22
Просмотров: 590
Описание:
Assalam o Alaikum doston!
Alhamdulillah maine apni YouTube vlogging ka start kar diya hai aur yeh mera pehla vlog hai. Is vlog mein main apne food vlogger doston ke sath mila، achi si gup shup hui، experiences share kiye aur bohot acha time guzra.
Is ke baad hum log ek exhibition par bhi gaye jahan different stalls dekhe، naye log mile aur wahan bhi food vloggers se mulaqat hui. Kaafi cheezein dekhne aur seekhne ko milin.
Din ke end par raat ko bhookh lagi to phir scene on ho gaya 😄
Hum ne mutton ribs try ki aur sath beef kebabs khaye — taste waqai lajawab tha، fresh aur juicy، full maza aa gaya.
Yeh vlog bilkul real hai، koi over acting nahi، jo dekha wohi dikhaya. Agar aap ko food aur vlogging lifestyle pasand hai to yeh vlog zaroor dekhein، like karein aur channel ko subscribe karna na bhoolain.
Aap ka support hi meri motivation hai ❤️
#FirstVlog
#DailyVlog
#FoodVlogging
#FoodVlog
#VloggingLife
#PakistaniVlogger
#FoodVlogger
#ExhibitionVlog
#MuttonRibs
#BeefKabab
#StreetFoodPakistan
#RealVlogging
#NewYouTuber
first vlog
first vlog pakistan
food vlogging
food vlog pakistan
pakistani food vlogger
pakistani vlogger
daily vlog pakistan
exhibition vlog
food exhibition
mutton ribs
beef kabab
street food pakistan
new youtuber
real vlogging
desi food vlog
vlogging lifestyle
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: