Insurance Buy Karne Ke Baad Online Update Kab Hota Hai? सच जान लो!
Автор: theinsuranceguruji
Загружено: 2026-01-31
Просмотров: 10036
Описание:
Insurance buy karne ke baad bahut log confused ho jaate hain ki online record update kab hota hai — policy active hai ya nahi, app me dikh kyu nahi rahi, ya RTO / insurer ke system me update hua ya nahi.
Is video me main clear aur practical terms me explain kar raha hoon:
Insurance buy ke baad online update ka real time
Policy payment ke baad delay kyu hota hai
Kaun-kaun se cases me same day update hota hai
Aur kab aapko wait karna chahiye vs complaint raise karni chahiye
Agar aapne car ya bike insurance abhi liya hai aur online status ko lekar tension me ho, to ye video skip mat karna — galat assumption lene se claim time par problem ho sakti hai.
📌 Video end tak dekho taaki aap fraud, agent excuses, aur system delay ka difference samajh sako.
#insuranceclaims
#carinsurance
#onlineupdates
#theinsuranceguruji
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: