Lucknow Famous Dahi Phulki | Iftar Special Dahi Phulki | Easy & Quick Recipe | लखनवी दही फुल्की
Автор: Afreen’s Kitchen Magic
Загружено: 2026-03-05
Просмотров: 148
Описание:
Aaj hum bana rahe hain Lucknowi Dahi Phulki Recipe, jo hai bilkul soft, spongy aur Nawabi taste se bharpoor.
Lucknow ki galiyon mein milne wali yeh special chaat apne unique flavour aur halka texture ke liye famous hai. Dahi Phulki basically choti-choti besan ki phulkian hoti hain jo dahi mein soak karke serve ki jaati hain, upar se meethi aur teekhi chutney ka perfect balance.
Yeh recipe specially Ramzan Iftar, summer lunch ya evening snack ke liye perfect hai.
Is recipe mein:
Soft besan ki phulkian
Creamy aur halka meetha dahi
Upar se chaat masala, laal mirch aur Jeera ka tadka
Garlic chutney
Isse thanda serve karein toh taste aur bhi refreshing lagta hai
Agar aap ghar par hi Lucknow ka authentic street food taste enjoy karna chahte ho, toh yeh Dahi Phulki recipe zaroor try karein.
लखनऊई दही फुल्की रेसिपी, दही फुल्की चाट, रमजान स्पेशल चाट, इफ्तार स्नैक रेसिपी, लखनऊ स्ट्रीट फूड, घर पर दही फुल्की
#LucknowiDahiPhulki
#DahiPhulki
#LucknowStreetFood
#RamzanSpecial
#RamadanRecipes
#IftarSnacks
#NawabiTaste
#IndianChaat
#SummerSpecial
#HomemadeChaat
#CookingAtHome
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: