Holi aur Chandra Grahan 2026: Bhadra ka Saaya aur Shubh Muhurat | Holika Dahan Time
Автор: Jyotisya Vaani by Ankita Jha
Загружено: 2026-03-02
Просмотров: 249
Описание:
Namaste doston! 🙏
Is saal ki Holi bahut hi durlabh aur mahatvapurna hai kyunki is baar rangon ke tyohar par Bhadra ka saaya aur Chandra Grahan ka mahasanyog ban raha hai. Agar aap bhi confused hain ki Holika Dahan kab karein aur Grahan ke dauran kya savdhaniyan bartein, toh yeh video ant tak zarur dekhein!
Is video mein aap janenge:
✅ Holika Dahan ka Shubh Muhurat (Bhadra ki Poonchh ka samay).
✅ Bhadra ke teen charan: Mukh, Madhya aur Poochh ka rahasya.
✅ Grahan ka Sutak kaal aur Bharat ke pramukh shehron (Patna, Ahmedabad, Prayagraj, etc.) mein timing.
✅ Tulsi ke patte aur Mangalwar ka vishesh niyam.
✅ Garbhvati Mahilaon ke liye khaas hidayat: Kya na karein?
✅ Grahan mein Mantra Jaap ki mahima (Gayatri, Guru Mantra aur Namah Shivay).
✅ Bachhon aur buzurgon ke liye bhojan ke niyam.
Holi ke is pavan parva par koi galti na ho, isliye is jankari ko apne doston aur parivar ke saath Share zarur karein!
#Holi2026 #ChandraGrahan #HolikaDahanMuhurat #BhadraKaal #AstroTips #GrahanNiyam #HappyHoli
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: