Market wala nahi, ghar ka asli murabba!”
Автор: Firdaus Ansari
Загружено: 2026-01-11
Просмотров: 14
Описание:
Aaj main aapke saath share kar rahi
hoon ghar par banne wala swadisht aur sehat se bhara Amla Murabba.
Ye murabba immunity badhane,
digestion sudharne, aankhon aur baalon ke liye bahut faydemand hota hai.
V
Bina kisi preservative ke
V
Saalon tak kharab nahi hota
√
Bachchon aur buzurg dono ke liye
perfect
Roz subah 1 chammach amla murabba
khane se sharir ko tagat milti hai aur
seasonal bimariyon se bachav hota hai.
Agar aapko desi aur purane nuskhe
pasand hain to video ko like, share aur
channel ko subscribe zarur karein
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: