KAALL : Some Days | Official Audio | SATR MAKE'S ME
Автор: AAAK TUNES
Загружено: 2023-08-26
Просмотров: 257
Описание:
Record Label - AAAK Tunes
Track - SOMEDAYS
Hook & Rap - KAALL
Lyrics - KAALL
Composer - KAALL
Music Mix Mastered by - P Boy Beatz
Video By - Rohit Rn (AAAK Productions)
Lyrics
Abhi kuch dino se lagta hai
Main khawabon ko mutthi main kar loonga
Ab haal humara badla maa
Main ghar khushiyon se bhar doonga
Maa ki godh ko hain tarse kai saal se
Behen bheje har saal rakhi daank se
Maa ke haath ki wo roti khaye arsa beeta h
Maa bhi ro deti hai phone pe is haal pe
Na ponch paya aansu kyo ki door tha na
Kyo ki kagaj kalam kala main wo choor tha na
Mashhur tha kya majboor sa tha
Magroor bana betha khud ko ghoorta raha
Jab dard apni saari haden paar kar dega
Tab mera khuda mere liye uphar bhejega
Umeed mujhe meri mehnat kaam se hai
Khuda dekhna mere naam ye sansaar kar dega
Abhi kuch dino se lagta hai
Main khawabon ko mutthi main kar loonga
Ab haal humara badla maa
Main ghar khushiyon se bhar doonga
Jali saari pehne thi maa ki saari leni hai
Papa khet main busy unko chutti deni h
Ghar main behen hai sayani jiski shadi hai padi
Or gift main bhi usko ek gadi deni hai
Mera bhai mere saath bhagwan ki tarah
Bhai jo bhi main bana hoon pura aapki wajah
Aap sab ka abhari jisne saath hai diya
Jisne saath na diya wo bhi khush hon sda
Jaan tere bare bol doon kya baat chidi hai
Mere kamyab hone ki ek tu hi seerhi hai
Na tu todti wo dil na kalam se hote vaste
Ab KAAL ne to dard ki sihayi pee li hai
Abhi kuch dino se lagta hai
Main khawabon ko mutthi main kar loonga
Ab haal humara badla maa
Main ghar khushiyon se bhar doonga
Links
iTunes - / star-makes-me-single
Amazon Music - https://music.amazon.in/albums/B0CGFD...
Spotify - https://open.spotify.com/album/0S4Z5G...
YouTube Music - • STAR MAKE'S ME
AAK TUNES - https://instagram.com/aaktunes?igshid...
AAK TUNES - / aaaktunes
KAAL - https://instagram.com/kaalofficial_14...
For Business Related queries - [email protected]
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: