Day 23 | Zindagi tab behtar hoti hai jab aap khud se umeed rakhte ho, auron se nahi ✨
Автор: Khushi Mishra
Загружено: 2026-01-24
Просмотров: 20
Описание:
Aaj Day 23 ki subah shuru hui
chai aur polo ke sath — matlab hamari Prerna didi ke sath 😂☕
Phir hum nikle chashma lene 👓
raaste me ek ladka mila jo shayad MPPSC coaching ka exam de raha tha
aur bhai kasam…
pehli baar kisi anjaan ke liye dil se khushi hui 🤍✨
Thank you bhai, jo bhi ho aap 🙏
Chashma lene gaye the, time lag raha tha
to thoda timepass chai aur aloo bande ke sath 😋
aur phir ghar wapas aa gaye 🤍
Simple sa din tha… par dil se accha tha ✨
#Day23Vlog #DailyVlog
#ChaiLovers #SmallHappiness
#UnexpectedJoy #CollegeLife
#IndianDailyVlog #SimpleMoments
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: