Cruiser Or Crown Ka Tank Full Kitne Me Huwa?🤔 | Faisal Lali Vlogs
Автор: Faisal Lali Vlogs
Загружено: 2025-12-17
Просмотров: 1744
Описание:
Aaj ke vlog ki shuruat Cruiser se hoti hai. Sab se pehle Cruiser ka tank full karwaya, phir wapas ghar aa kar Crown 96 li aur uska bhi kaam niptaaya. Fog season start ho chuka hai, is liye Crown ki headlight par paper lagwaya taa ke fog mein drive karna asaan ho.
Crown ka tank bhi full karwaya aur Alhamdulillah wahan se 1 litre free petrol bhi mil gaya. Is ke baad routine ke kuch kaam thay jo complete kiye. Awais bhai ke paas ja kar lights lagwai, jo kaafi time se pending thin.
Iss vlog mein koi jaldi baazi nahi thi, bas normal daily routine, gaariyon ke kaam aur thora sa road time. Aisay hi simple din ke moments aap ke sath share kiye hain.
Umeed hai aap ko vlog pasand aaye ga.
Like, share aur subscribe zaroor karein.
Follow & Connect:
Facebook: / 1hudvdq2gg
Instagram: / faisallalivlogs
TikTok: / uciriluyjxgfhzf2ik0r7eba
#faisallalivlog #cruiser #crown96 #dailyvlog #pakistanvlogs
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: