ycliper

Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
Скачать

Ana Ali Akbar A.S | Syed Zain Ali Zaidi | Khutba Mola Ali Akbar A.S | Shaban Manqabat 2026

Автор: Syed Zain Ali Zaidi

Загружено: 2026-01-27

Просмотров: 703

Описание: Bismillah ..... Salam ..... Ya Ali (as) Madad

Shaban Manqabat 2026 | Hum Shakal E Payambar Ali Akbar | Syed Zain Ali Zaidi | Mola Ali Akbar Manqabat 2026 | New Manqabat

Kalam: Hum Shakal E Payambar, Ali Akbar, Ali Akbar
Reciters: @SyedZainAliZaidi
Poetry By: Aimaad Naqvi
Composition By: Raza Shah

Audio Credits

Audio Engineer: Owais Qureshi
Mixing And Mastering: Omer Qureshi
Vocal Arrangement: Ustad Shahrukh Abbas
Backing Vocals: Rizwan Mirza & Team

Video Production
A Video By ZB Records

Video: Tna Records
Graphics: Abbas Raza
Shoot Management: Syed Abbas Haider Zaidi

Team Syed Zain Ali Zaidi

Naeem Zaidi, Syed Abbas Haider Zaidi, Syed Hussain Zaidi, Syed Faizi, Ammar Yasir, Shoaib Zaidi, Shahrukh Abbas, Abbas Raza

Producer: Naeem Zaidi
Social Media Management: Ammar Yasir, Ali Nasir
Team ZB Records: Naeem Abbas, Mesum Rizvi, Ali Mehdi, Abbas Raza, Kumail Rizvi

---------------------------------------------------------------------------
#humshakalepayambar #syedzainalizaidi #imamhussain #7shaban #hazrataliakbar #7shabanmanqabat #newmanqabat #newmanqabat2026 #manqabataliakbar #qasida #qasida2026 #molahussainqasida #shehzadaaliakbar #molahasan #molahussainjaan #hazratimamhussain #molahussainmanqabat2026 #7shabanqasida #aliakbar #karbala
---------------------------------------------------------------------------

Lyrics:
Ana Ali Akbar, Ana Ali Akbar

Hai zeen par sawaar woh Laila ka laadla
Noor-e-Ahad ke saamne hain laakhon ashqiya
Ghaiz-o-ghazab mein aaya woh ham-shakal-e-Mustafa
Fauj-e-sitam se bola yeh pota Batool ka
Alhamd us ki jis ka zamaane mein noor hai
Jis ghaib ka Nabi-o-Ali se zuhoor hai

Buzdil haqeer-e-Shaam ke buzdil sipahiyo!
Khaaliq ki la’n ta’n ke qaabil sipahiyo
Ghaflat zada ke paalo ae ghaafil sipahiyo
Iblisiyat ke shajre mein shaamil sipahiyo
Nasli najas ho gharq-e-najasat hi raho
Bad-zaat ke sipahiyo bad-zaat hi raho

Akbar hoon yaani Saahib-e-Meraj ka pisar
Haathon mein bas mere hai Yadullah ka asar
Fauj-e-kaseer ka nahin mujh par koi asar
Lagta hai mujh se khud Malak-ul-Maut ko bhi dar
Ik zaat mein Khuda ki har ik hadd ko dekh lo
Mujh mein Ali ko dekho, Muhammad ko dekh lo

Hain sab sifaat-e-Rab meri noori sifaat mein
Meri fazeelaten hain bayaan Mursilat mein
Hai saaf saaf madah meri Zaariyaat mein
Parh lo sawari ki hai sana Aadiyaat mein
Mera malaika mein bohat ehtiraam hai
Yusuf to mere husn ke zarre ka naam hai

Tum kis se larne aagaye socha zara bhi hai?
Dil mein tumhaare thora sa khauf-e-Khuda bhi hai?
Baba mera hai aur pisar-e-Fatima bhi hai
Yaani wahi jo Rabb-e-baqa-o-fana bhi hai
Ibn-e-Ali anees hai kul aarifeen ka
Kaaba ka Kaaba, Qibla hai Rooh-ul-Ameen ka

Mera Hussain ain-e-shariat hai jis ki baat
Allah ki qasam ke ibaadat hai kul hayaat
Quran mein bayaan huye jis ke moajizaat
Jis ke qadam qadam pe mashiyyat hai saath saath
Allah ik khayal hai tafseer hai Hussain
Taqdees din mein, raat mein tatheer hai Hussain

Badkaar auraton ke pisar yaad yeh rakho
Mauqa yeh aakhri hai abhi phir se soch lo
Marne ke waaste zara jaldi nahin karo
Hum kaun hain yeh hum se bohat ghaur se suno
Tum kya ho yeh zameen-o-zamaan thokaron mein hai
Tum jisko maante ho jahan thokaron mein hai

Nau laakh Shaam walon mein sannata chha gaya
Akbar unhein bas ek hi khutbe se kha gaya
Kya hai Khuda ki Aal yeh Akbar bata gaya
Zain-o-Imad hum ko samajh is se aa gaya
In ka zameen pe aana bhi zaati raza se hai
In ka shaheed hona khud apni raza se hai

---------------------------------------------------------------------------

Follow Us On Our Other Social Media Channels :-

Zain's Facebook Page ➜  / syedzainalizaidi.official  
Zain's YouTube Channel ➜   / syedzainalizaidi  
Zain's Instagram ➜  / zainalizaidiii  

==============================
➽ Kaabay De Wich Mola Agaya
•    • Kaabay De Wich Mola Agaya | Syed Zain Ali ...  

➽ Muskuraye Hussain a.s
•    • 3 Shaban Manqabat 2026 | Muskuraye Hussain...  

➽ Hussain Hoga
•    • 3 Shaban Manqabat 2024 | Hussain Hoga | Sy...  

➽ Toh Mein Hussain Nahi
•    • Toh Mein Hussain Nahi | Syed Zain Ali Zaid...  

➽ Hussain Dega
•    • Hussain Dega | Syed Zain Ali Zaidi | New M...  

●Official Announcement Syed Zain Ali Zaidi Official©️ :
Uploading any of our audio & visual content on any website, channel and on social media without our permission is a copyright violation which is a criminal offence and penalties include fines and prohibited as these all are registered under ZB Records ©️ Under Section Copyright Content Act. ZB Records will not be responsible if any of your website channel or social media platform will be down by social media company due to copyright issues.
All rights reserved with ZB Records
©️

All rights reserved with ZB Records ©️

Не удается загрузить Youtube-плеер. Проверьте блокировку Youtube в вашей сети.
Повторяем попытку...
Ana Ali Akbar A.S | Syed Zain Ali Zaidi | Khutba Mola Ali Akbar A.S | Shaban Manqabat 2026

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио

Похожие видео

Kaabay De Wich Mola Agaya | Syed Zain Ali Zaidi & Ali Hamza | 13 Manqabat Rajab 2026 | Mola Ali

Kaabay De Wich Mola Agaya | Syed Zain Ali Zaidi & Ali Hamza | 13 Manqabat Rajab 2026 | Mola Ali

3 Shaban Manqabat 2026 | Muskuraye Hussain a.s | Syed Zain Ali Zaidi | Mola Hussain Manqabat 2026

3 Shaban Manqabat 2026 | Muskuraye Hussain a.s | Syed Zain Ali Zaidi | Mola Hussain Manqabat 2026

Maula Hussain Jaan | Nadeem Sarwar, Ali Shanawar & Ali Jee | 2026 / 1447

Maula Hussain Jaan | Nadeem Sarwar, Ali Shanawar & Ali Jee | 2026 / 1447

Zahra S.A Ko Maara | Syed Zain Ali Zaidi | Ayyam e Fatima Noha 2026 | Bibi Fatima Noha

Zahra S.A Ko Maara | Syed Zain Ali Zaidi | Ayyam e Fatima Noha 2026 | Bibi Fatima Noha

Белорусов и россиян массово лишают ВНЖ: цифры шокируют

Белорусов и россиян массово лишают ВНЖ: цифры шокируют

ПРИГОВОР ДЛЯ ГАЗПРОМА! Европа УНИЧТОЖИЛА экспорт РФ — Денег на войну БОЛЬШЕ НЕТ! | FREEДОМ LIVE

ПРИГОВОР ДЛЯ ГАЗПРОМА! Европа УНИЧТОЖИЛА экспорт РФ — Денег на войну БОЛЬШЕ НЕТ! | FREEДОМ LIVE

Русским ЗАБЛОКИРОВАЛИ банковские карты! Финансовая система ТРЕЩИТ ПО ШВАМ. Экономист предупредил

Русским ЗАБЛОКИРОВАЛИ банковские карты! Финансовая система ТРЕЩИТ ПО ШВАМ. Экономист предупредил

ThunderZ - Tengri: GEGEEN (ft. Ninjin & Monjigo)

ThunderZ - Tengri: GEGEEN (ft. Ninjin & Monjigo)

☝️РАШКІН: Переговори – ЦЕ ФЕЙК!  Усі зустрічі – ПРИКРИТТЯ ДЛЯ РОСІЇ. США вирішили ОБІКРАСТИ УКРАЇНУ

☝️РАШКІН: Переговори – ЦЕ ФЕЙК! Усі зустрічі – ПРИКРИТТЯ ДЛЯ РОСІЇ. США вирішили ОБІКРАСТИ УКРАЇНУ

Почки скажут вам: всего 1 стакан перед сном и ночные походы в туалет исчезнут | ПАМЯТЬ И МОЗГ

Почки скажут вам: всего 1 стакан перед сном и ночные походы в туалет исчезнут | ПАМЯТЬ И МОЗГ

Sar Nok e Sina Se Ghazi Ka | Syed Zain Ali Zaidi | Mola Abbas Noha 2025 | New Nohay 2025/1447

Sar Nok e Sina Se Ghazi Ka | Syed Zain Ali Zaidi | Mola Abbas Noha 2025 | New Nohay 2025/1447

ЛИПСИЦ ВСКРЫЛ ЖУТКУЮ ПРАВДУ! Инфляция 15% — Набиуллина ПРЕДАЛА Путина и народ!

ЛИПСИЦ ВСКРЫЛ ЖУТКУЮ ПРАВДУ! Инфляция 15% — Набиуллина ПРЕДАЛА Путина и народ!

To koniec Europy jaką znamy, pożegnajmy USA. Chiny niszczą stary ład

To koniec Europy jaką znamy, pożegnajmy USA. Chiny niszczą stary ład

NHL Highlights | Bruins vs. Rangers - January 26, 2026

NHL Highlights | Bruins vs. Rangers - January 26, 2026

Silne mrozy wracają. Na wschodzie znów poniżej -20°C. Omówienie. Ostrzeżenia na wtorek

Silne mrozy wracają. Na wschodzie znów poniżej -20°C. Omówienie. Ostrzeżenia na wtorek

Градиентный спуск, как обучаются нейросети | Глава 2, Глубинное обучение

Градиентный спуск, как обучаются нейросети | Глава 2, Глубинное обучение

3 Shaban New Manqabat 2026 | Sukoon Yani Hussain (as) | Mir Hasan Mir

3 Shaban New Manqabat 2026 | Sukoon Yani Hussain (as) | Mir Hasan Mir

NHL Highlights | Mammoth vs. Lightning - January 26, 2026

NHL Highlights | Mammoth vs. Lightning - January 26, 2026

Как изолировать приложения на Android с Shelter: Полная защита данных (2025)

Как изолировать приложения на Android с Shelter: Полная защита данных (2025)

АВИЦЕННА ЗНАЛ: ПОЖИЛЫЕ, НЕ МОЙТЕСЬ ТАК! ЭТО КРАДЕТ ГОДЫ ЖИЗНИ!

АВИЦЕННА ЗНАЛ: ПОЖИЛЫЕ, НЕ МОЙТЕСЬ ТАК! ЭТО КРАДЕТ ГОДЫ ЖИЗНИ!

© 2025 ycliper. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]