Larkiyan Be-Parda Naach Rahi Hain 😢 Social Media Ne Aaj Ki Naujawan Nasal Tabah Kar Di | Byan by MTJ
Автор: Hamza Islamic Town
Загружено: 2026-01-25
Просмотров: 61
Описание:
Aaj ka yeh dardnaak aur aankhen khol dene wala bayan Maulana Tariq Jamil sahab ka hai, jismein woh bayan farmate hain ke kis tarah social media ne hamari naujawan nasal ko be-hayai, fahashi aur gumrahi ki taraf dhakel diya hai.
Aaj larkiyan be-parda naach rahi hain, haya khatam hoti ja rahi hai, aur social media is tabahi ka sab se bara zariya ban chuka hai. Yeh bayan har maa baap, har naujawan aur har Musalman ke liye ek sakht warning hai.
Agar hum ne aaj bhi tauba na ki, Allah ki taraf rujoo na kiya, to anjaam bohat khofnaak ho sakta hai.
Is bayan ko zaroor sunen, aakhir tak dekhen aur doosron tak bhi pohanchayen taa keh koi to jaag jaye.
Allah humein hidayat ata farmaye, Ameen 🤲
#hamzaislamictown #MaulanaTariqJamil #EmotionalBayan #SocialMediaFitna #NaujawanNasal #BePardagi #Haya #IslamicReminder #IslamicSpeech #HeartTouchingBayan #IslamicVideo #MuslimYouth #DeenKiBaat #AllahKaKhauf #LatestBayan #IslamicWarning
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: