Sharai sawal jawab Session 1 - Mufti Mehmood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Автор: Islaah
Загружено: 2020-07-10
Просмотров: 1186
Описание:
Sharai sawal jawab Session 1
Nawasa E Sadrushshari'ah
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Mehmood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Qazi-E-Sheher Mumbai
00:00 Dars
15:44 Kya aurato ko ziyarat e qabar ya mazarat e auliya ki ijazat hai
20:58 Sunni ka badmazhab badaqeeda se taun lena ya taun dena kaisa hai
23:28 Mangni ke baad ladka aur ladki ka apas mein baat karna kaisa hai
26:28 Ashura ke din Alam dekhna ya Alam bithana, tajiya dari karna kaisa hai
31:54 Ashura ke din logo ko hazri aati hai.
35:22 Wahabi ya rafzi ke yaha se ghost khana kaisa
39:19 Kya aurat ko tang libas pehenna jayez hai
42:36 Aurat ka namehram ko chehra dikhana kaisa hai
43:50 Kya dewar se parda karna farz hai
45:18 Nange Sir baitul khala jana kaisa
46:04 Aurat ka namehram ki mayyat mein jana kaisa hai
46:57 Agar badmazhab / bad aqeedah se shadi hogayi, to uske liye kya hukm hai
50:36 Muharram ul Haraam aur Safar-ul-Muzaffar mein shadi karna kaisa hai
54:24 Kisi par qarz ho aur uska inteqal hojaye. To uska kya hukm hai
57:49 Bagarze ilaaj dargaho mein hazri dena kaisa hai
59:35 Shohar ke zimme biwi ko mehar dena zaruri hai. Aur nahi diya aur duniya se rukhsat hogaya
01:01:10 Roze ki halat mein injection lena kaisa hai
01:03:42 Kya aurat bagair mehram hajj ya umrah ke liye ja sakhti hai
01:07:26 Kya har musalman ko mureed hona zaruri hai aur mureed hone ka faida kya hai
01:16:01 Aurato ka bajamat taraweeh ki namaz ada karna kaisa hai
01:18:38 Azan ke pehle aur azan ke baad salat o salaam padhna kaisa hai
01:21:19 Dua
#muharram #sunni #auliyaallah
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: