Raksha Bandhan Celebration Vlog | राखी सेलिब्रेशन और आरुष की मस्ती | Geeta Choudhary Jodhpur
Автор: Geeta's Cooking
Загружено: 2021-08-22
Просмотров: 112103
Описание:
Hello friends good morning.. ap sabhi ko meri aur meri family ki taraf rakhi ki bahut bahut badhai. Aj ka video koi recipe nahi hai simple sa family vlog hai jisme humne rakhi festival ko celebrate kiya. Festivel hi hote hai jo sabhi ko ek dushre se jod ke rkhte hai milna julna hota hai hasi mazaj hoti hai. Video me aarush ne bhi khoob masti ki ap sabhi comments karte ho aarush kaisa hai aur aarush ka vlog lekar aao, to aj ap enjoy kijiye aarush ki masti aur raksha bandhan celebration..:)
राखी का त्यौहार मनाते हुए सिंपल फैमिली व्लॉग गीता चौधरी द्वारा, स्थान - जोधपुर (राजस्थान)
Rakhi festival celebrate karte hue ek chotta sa vlog ap sabhi viewers ke liye, Place - Jodhpur (Rajasthan)
#RakhiVlog #RakhiCelebration #GeetaChoudhary
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: