Dimagh Per Jadu ki Alamat | Ruqyah Shariyah for Tension,Anxiety and Depression | Wazifa For Healing
Автор: Hafiz Asmat Ullah Salfi
Загружено: 2025-08-13
Просмотров: 549
Описание:
Dimagh Per Jadu ki Alamat | Ruqyah Shariyah for Tension,Anxiety and Depression | Wazifa For Healing.
*📖 Is Video Mein Aap Ko Yeh Maloomat Milengi:*
✅ Sifli Jadu Khatam Karne Ka Tariqa
✅ Kala Jadu Ka Ilaj Qurani Ayatain Se
✅ Aag Wale Jadu Ka Tod
✅ Khilaya Pilaya Jadu Ka Asan Hal
✅ Har Kism Ke Jadu Aur Bandish Ka Qurani Ilaj
⚠️ *7 din tak yeh dam sun'ne se inshaAllah jadu ka asar khatm ho jayega.*
*📜 Qurani Hawalay & Nabvi Duayein:*
1. *Surah Al-Falaq & Surah An-Naas* (Jadu aur buri nazar ka tor)
2. *Ayat-ul-Kursi* (Shayateen aur har qisam ke jadu se hifazat)
3. *Surah Al-Baqarah* (Aurat aur ghar se jadu ka asar mitane ke liye)
4. *Surah Yunus (Ayat 81-82)* (Jadugaron ke war ko torne ke liye)
5. *Dua-e-Nabvi: Bismillahillazi La Yadurru* (Har qisam ke shar se bachne ke liye)
*Surah Al-Falaq aur Surah An-Nas:*
Ye dono suratein nazr-e-bad aur buri taaseer se hifazat ke liye sabse afzal hain.
*Tilawat ka tareeqa:* Subah aur shaam 3-3 martaba padhein aur bacho par dum karen.
*Translation:* "Main panah maangta hoon us Rab ki jo subah ka malik hai, har us cheez ke sharr se jo usne paida ki, aur har us andheri raat ke sharr se jab wo chhup jaye, aur har us nazar lagane wale ke sharr se jab wo nazar lagaye."
2. *Ayat-ul-Kursi (Surah Al-Baqarah 2:255):*
Ye Ayat sabse powerful hai aur nazar se hifazat ke liye har waqt parhi ja sakti hai.
Tilawat ke baad apne bacho ke upar dum karein ya pani par foonk mar kar unhein pilayein.
3. *Surah Al-Baqarah:*
Nabi ﷺ ne farmaya: "Jahan Surah Al-Baqarah parhi jaye, wahan shaytan nahi aa sakta." (Sahih Muslim)
Har 3 din mein ek martaba Surah Al-Baqarah ki tilawat ghar mein zaroor karein.
Ruqyah kaise Sunein?**
✔️ Yeh tamam Surah aur Ayat ko 40 din tak lagataar parhein.
✔️ Har roz Fajr aur Maghrib ke baad isko dobara parhna behtar hai.
✔️ Dum kiya gaya Pani peena aur ghar ke har kone mein chhidkaw karna zaroori hai.
Surah Al Baqrah.
Surah Al kahaf.
Surah Al falaq.
Surah Al naas.
Surah Al Ekhlas.
Surah Al kafiron.
Surah Fatiah.
*Is Video Ko Kaise Istemaal Karein?*
Is video ko puray yaqeen ke saath, bina rukay sunain.
Sunte waqt apni sari masail aur mushkilat Allah ke hawalay kar dein.
Yeh video subah, shaam, ya kisi bhi waqt sun saktay hain.
Video ko jitna ho sake share karein taki zyada log is se faida utha sakein.
*Hadees e Nabvi ﷺ Mein Aayatul Kursi Ki Ahmiyat*
Nabi ﷺ ne farmaya:
"Jo shakhs har namaz ke baad Aayatul Kursi padhta hai, usko jannat mein dakhil hone se sirf maut rok rahi hai." (Nasai)
*Allah Ka Wada Hai!*
Jo bhi 313 martaba Aayatul Kursi sunega, uski sari mushkilein hal ho jayengi, bimariyan door ho jayengi, aur har burai se hifazat milegi, InshaAllah.
*📜 Qurani Hawalay & Nabvi Duayein:*
1. *Surah Al-Falaq & Surah An-Naas* (Jadu aur buri nazar ka tor)
2. *Ayat-ul-Kursi* (Shayateen aur har qisam ke jadu se hifazat)
3. *Surah Al-Baqarah* (Aurat aur ghar se jadu ka asar mitane ke liye)
4. *Surah Yunus (Ayat 81-82)* (Jadugaron ke war ko torne ke liye)
5. *Dua-e-Nabvi: Bismillahillazi La Yadurru* (Har qisam ke shar se bachne ke liye)
💠 *Agar aap kisi bhi qisam ke jadu se pareshaan hain, to is video ko complete dekhein aur zyada se zyada logon tak pohnchayen.*
#jadu #kalaJadu #sifliJadu #quranicHealing #ruqya #spiritualHealing #quranAurJadu #islamicHealing #blackMagic #magicCure #jaduSeBachneKaTariqa #quranSeIlaj #hafizasmatullahsalfi
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: