हरियाणा का मटौर: एक गाँव, एक मिसाल ! Matour Village Documentary
Автор: The Airnews
Загружено: 2026-01-23
Просмотров: 1398
Описание:
हरियाणा का मटौर: एक गाँव, एक मिसाल ! Matour Village Documentary
Mator sirf ek gaon nahi hai…
yeh ek soch hai, ek sanskar hai.
Haryana ke Kaithal district me basa Mator gaon hume dikhata hai ki jab
education mandir se shuru ho,
seva aastha se judi ho,
aur bhaichara pehchaan ban jaye,
to gaon sirf jagah nahi rehte — woh misaal ban jaate hain.
Is documentary me aap dekhenge
Gaon ko digital aur aware banane me lage Hartron Center chalane wale Hansraj ji
Kasan Wale Teerth – Mator ki aastha ka bada kendra
Dera ke mahant Shri Sumer Das ji se khaas baatcheet
Mandir ke andar bani library, jahan bachche dil se padhai kar rahe hain
Gaushala aur blood donation camp – seva ka zinda example
Gaon ke Sarpanch aur AAP Kaithal District President Jagmag Mator ji
Mator ki sabse purani chaupal, buzurgon ki baatein aur 28 peedhiyon ka itihaas
97 saal ke buzurg, jo aaj bhi paidal chalne me vishwas rakhte hain
Mukuteshwari Mandir, Dada Kheda aur Khandalwa Mandir ka itihaas
Ye video un sab ke liye hai jo maanta hain ki
gaon aaj bhi Bharat ki asli taakat hain.
Agar aapko real, ground-level aur inspirational stories pasand hain,
to video ko LIKE, SHARE aur CHANNEL ko SUBSCRIBE zaroor karein.
Main hoon Mandeep Sharma
The AirNews se
Mator village, Mator Kaithal, Mator Haryana, Kaithal village, Haryana village documentary, Indian village life, gaon ki kahani, desi village culture, Haryana ground report, village development story, mandir aur education, village library in temple, Kasan Wale Teerth Mator, Mukuteshwari Mandir Mator, Dada Kheda Mator, Khandalwa Mandir Mator, Hartron center village, digital village Haryana, blood donation camp village, gaushala in village, inspiring village story, real India documentary, rural India development, Haryana culture, The AirNews, Mandeep Sharma
#MatorVillage #GaonKiKahani #HaryanaVillage #Kaithal #GaonKiSanskriti
#IndianVillage #VillageLife #Sanskar #AasthaAurVikas #MandirAurEducation
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: