Hum Apne city Ke Sab Se Baray YouTuber Se Milne Ja Rahe Hain | VIP Meeting
Автор: Karam Ali's Daily
Загружено: 2026-01-15
Просмотров: 16
Описание:
Aaj ka vlog hum ne ghar se start kiya.
Ghar se nikalte hi hum apne rishtedaar ki choti si dukaan par gaye jahan wo samose aur pakoray banata hai.
Us ne mujhe 4–5 din pehle kaha tha ke mera bhi vlog banana, is liye aaj hum ne usay bhi apne vlog mein shaamil kiya 😊
Us ke baad hum shehar ki taraf niklay kyun ke plan tha ke apne shehar ke baray YouTuber se mulaqat karein.
Lekin jab hum shehar pohanche to wo masroof thay aur kahin bahar gaye hue thay, is liye mulaqat nahi ho saki.
Shehar mein hum ne chai wai pi, thora sa ghooma phira aur phir wapas ghar aa gaye.
Ghar aa kar hum ne apna YouTube vlog end kiya.
Agar aap ko desi lifestyle, shehar aur gaon ke vlogs pasand hain to video ko like, share aur channel ko subscribe zaroor karein ❤️
#DailyVlog
#DesiVlog
#SheharVlog
#GaonVlog
#YouTuberLife
#SheharKaYouTuber
#VIPMeeting
#ChaiPeCharcha
#SamosayPakoray
#FamilyVlog
#PakistanVlogs
#SindhVlog
#LifestyleVlog
#RealLifeVlog
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: