Karza Le Kar Dairy Farming? | Biggest Loss Ever | Youth Must Watch
Автор: Rauf Dairy Vlogs
Загружено: 2025-12-17
Просмотров: 495
Описание:
Never start Dairy Farming on loan if you don’t have proper knowledge and experience.
Karza le kar business start karna, khas tor par new dairy farmers ke liye bohat bara loss ban sakta hai.
Is video mein main ne detail ke sath explain kiya hai:
• Karza le kar dairy farming kyun fail hoti hai
• New farmers kin ghaltiyon ki wajah se loss mein chalay jate hain
• Bina loan dairy farming ka sahi tareeqa
• Youth ke liye real aur practical advice
👉 Ye video khas tor par un jawan bhaiyon ke liye hai jo dairy farming start karna chahte hain.
📌 Video end tak zaroor dekhein — ek ghalat faisla aap ka future damage kar sakta hai.
⚠️ Youth Warning!
Karza le kar dairy farming start karna sab se bari ghalti ho sakti hai.
Comment mein likhein: Aap ka plan loan ke sath hai ya without loan?
#DairyFarming
#Karza
#DairyBusiness
#YouthGuidance
#FarmingPakistan
#NoLoanBusiness
#DairyFarmLife
#NewFarmers
#BusinessAdvice
#RuralLife
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: