Bird Export from Pakistan | Legal Rules, Bans & Ground Reality
Автор: parrot breed point
Загружено: 2026-01-24
Просмотров: 1040
Описание:
Pakistan se birds export karna jitna asaan samjha jata hai, asal mein utna hi mushkil aur risk bhara hai. Is video mein hum Pakistan ke strict wildlife laws, CITES regulations, aur ground reality ko detail mein explain karte hain.
Agar aap parrots, fancy birds ya kisi bhi qisam ke parindon ki export ka plan bana rahe hain, to yeh video aap ke liye bohat zaroori hai.
Is mein hum legal aur illegal bird export ka farq, government permissions, aur common ghaltiyan bhi cover karte hain.
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: