Subscribers Ke Sawalon Ke Jawab | My Family, My Home & Vitiligo | Q&A
Автор: SIMPLY RUKHSAR
Загружено: 2026-01-20
Просмотров: 1402
Описание:
Assalamualaikum 💛
Aaj ke is Q&A video me main aap sab subscribers ke sawalon ke jawab de rahi hoon.
Is video me maine baat ki hai:
• Main kahan rehti hoon (privacy ke saath)
• In-laws aur ghar ka mahol
• Mere husband aur bachche
• Vitiligo ke bare me sach aur awareness
Ye video sirf answers nahi, ek real maa ki life ka hissa hai.
Vitiligo contagious nahi hota aur is pe sharmana zaroori nahi.
Agar aapko video pasand aaye to like, share aur comment zaroor karein.
Aapke sawal hi meri strength hain 🤍
#SubscribersQnA
#FamilyVlog
#VitiligoAwareness
#MomLife
#RealTalk
#IndianVlogger
#HyderabadiMom
#PositiveVibes
#simplyrukhsar
#hyderabadivlogs
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: