Judge aur Lawyer ki tarah FIR kaise padhein | Part-3
Автор: LAW LEARNING BENCH
Загружено: 2026-01-13
Просмотров: 1188
Описание:
Part-7 aapko accused ke baare mein sab kuch batata hai —
Accused major hai ya minor, male hai ya female, first-time offender hai ya habitual offender.
Part-12 FIR ka dil hota hai —
Ismein poori ghatna ki kahani hoti hai: kya hua, kaise hua, aur kis tareeke se hua.
Part-13 batata hai ki police ne kya action liya aur kya woh Part-12 ki story se match karta hai ya nahi.
Iske baad Investigating Officer (IO) appoint hota hai.
Poora case FIR par hi tikka hota hai.
Lower Court, High Court, Supreme Court —
Bail, Trial, Quashing, Appeal — sab kuch sirf FIR ke basis par hi argue hota hai.
Agar aapko FIR padhna nahi aata,
toh aap case control karna bhi nahi jaante.
For more updates follow us on :-
Instagram - / lawlearningbench_llb
Facebook - / lawlearningbenchllb.1
LinkedIn - https://www.linkedin.com/company/law-...
Youtube - / @lawlearningbenchllb
#howtoreadfir #criminallaw #lawlearningbench #courtroompractice #advocatelife #lawstudents #judiciaryaspirant #baillaw #trialstrategy #indianlaw #legaleducation #legalshorts #courtsecrets #supremecourtpractice #highcourt #lawlearningbench
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: