Vinod Sehgal - Shaayar-e-Fitrat Hoon Main-(Live)-(Jigar Moradabadi).
Автор: scsharma is back
Загружено: 2023-12-28
Просмотров: 877
Описание:
Shaayar-e-Fitrat Hoon Main
Jab Fiqr Farmata Hoon Main-(Live)-
(Jigar Moradabadi) by Vinod Sehgal.
Lyrics in Hindi & English:-
शायर-ए-फ़ितरत हूँ मैं
जब फ़िक्र फ़रमाता हूँ मैं-(लाइव)-
(जिगर मुरादाबादी) - विनोद सहगल.
( इस ग़ज़ल का एल्बम वर्शन भी
10 अप्रैल, 2023 को साझा किया गया है:
• Vinod Sehgal - Shaayar-e-Fitrat Hoon Main ... )
शायर-ए-फ़ितरत हूँ मैं
शायर-ए-फ़ितरत हूँ मैं
जब फ़िक्र फ़रमाता हूँ मैं
शायर-ए-फ़ितरत हूँ मैं
जब फ़िक्र फ़रमाता हूँ मैं
रूह बनकर ज़र्रे-ज़र्रे
में समा जाता हूँ मैं
रूह बनकर ज़र्रे-ज़र्रे
में समा जाता हूँ मैं
आ आ
आ कि तुझ बिन इस तरहा
आ कि तुझ बिन इस तरहा
ऐ दोस्त घबराता.. हूँ मैं
आ कि तुझ बिन इस तरहा
ऐ दोस्त घबराता हूँ मैं
जैसे हर शै में किसी
शै की कमी पाता हूँ मैं
जैसे हर शै में किसी
शै की कमी पाता.. हूँ मैं…
तेरी महफ़िल तेरे जलवे
फिर तक़ाज़ा क्या ज़ुरूर
तेरी महफ़िल तेरे जलवे
फिर तक़ाज़ा क्या ज़ुरूर
ले उठा जाता हूँ ज़ालिम
ले चला जाता हूँ मैं
ले उठा जाता हूँ ज़ालिम
ले चला जाता हूँ मैं
शायर-ए-फ़ितरत हूँ मैं
जब फ़िक्र फ़रमाता हूँ मैं
हाय री..
हाय री मजबूरियाँ
हाय री मजबूरियाँ
तर्क-ए-मोहब्बत के लिये
(तर्क-ए-मोहब्बत = प्रेम का त्याग)
हाय री मजबूरियाँ
मजबूरियाँ… मजबूरियाँ…
मजबूरियाँ… मजबूरियाँ…
हाय री मजबूरियाँ..
मजबूरियाँ… मजबूरियाँ…
मजबूरियाँ… मजबूरियाँ…
हाय री मजबूरियाँ
तर्क-ए-मोहब्बत के लिये
मुझको समझाते हैं वो
और उनको समझाता हूँ मैं
मुझको समझाते हैं वो
और उनको समझाता हूँ मैं
शायर….-ए हो... शायर-ए...
शायर-ए-फ़ितरत हूँ मैं
(जब फ़िक्र फ़र)माता हूँ मैं
मुझको समझाते हैं वो
और उनको समझाता हूँ मैं
एक दिल है और तूफ़ान-ए-
हवादिस ऐ 'जिगर'
(तूफ़ान-ए-हवादिस = हादसों का तूफ़ान)
एक दिल है और...
और... तूफ़ान-ए-..हवादिस
एक दिल है एक दिल है
एक दिल है एक दिल है
एक दिल है एक दिल है
एक दिल है और तूफ़ान-ए-
हवादिस ऐ 'जिगर'
एक शीशा है...
एक शीशा है कि हर
पत्थर से टकराता हूँ मैं
एक शीशा है कि हर
पत्थर से टकराता हूँ मैं
शायर-ए.. हो शायर-ए..
शायर-ए-फ़ितरत हूँ मैं
जब फ़िक्र फ़रमाता हूँ मैं
रूह बनकर ज़र्रे-ज़र्रे
में समा जाता हूँ मैं
शायर-ए.. हो शायर-ए..
हो शायर-ए-फ़ित..रत
फ़ित..रत.. फ़ित..रत..
(जिगर मुरादाबादी)
--------------------------
Shaayar-e-Fitrat Hoon Main
Jab Fiqr Farmata Hoon Main-(Live)-
(Jigar Moradabadi) by Vinod Sehgal.
( An Album version of this ghazal has been
shared on April 10, 2023, under the URL:
• Vinod Sehgal - Shaayar-e-Fitrat Hoon Main ... )
Shaayar-e-fitrat hoon main
Shaayar-e-fitrat hoon main
Jab fiqr farmata hoon main
Shaayar-e-fitrat hoon main
Jab fiqr farmata hoon main
Rooh ban kar zarre zarre
Mein sama jaata hoon main
Rooh ban kar zarre zarre
Mein sama jaata hoon main
Aa Aa
Aa ke tujh bin iss taraha
Aa ke tujh bin iss taraha
Aye dost ghabrata.. hoon main
Aa ke tujh bin iss taraha
Aye dost ghabrata hoon main
Jaise har shay mein kisee
Shay ki kami paata hoon main
Jaise har shay mein kisee
Shay ki kami paata.. hoon main…
Teri mehfil tere jalwe
Phir taqaaza kya zuroor
Teri mehfil tere jalwe
Phir taqaaza kya zuroor
Le utha jaata hoon zaalim
Le chala jaata hoon main
Le utha jaata hoon zaalim
Le chala jaata hoon main
Shaayar-e-fitrat hoon main
Jab fiqr farmata hoon main
Haaye ree..
Haaye ree majbooriyaan
Haaye ree majbooriyaan
Tark-e-mohabbat ke liye
Haaye ree majbooriyaan
Majbooriyaan… Majbooriyaan…
Majbooriyaan… Majbooriyaan…
Haaye ree majbooriyaan..
Majbooriyaan… Majbooriyaan…
Majbooriyaan… Majbooriyaan…
Haaye ree majbooriyaan
Tark-e-mohabbat ke liye
Mujhko samjhaate hain wo aur
Unko samjhaata hoon main
Mujhko samjhaate hain wo aur
Unko samjhaata hoon main
Shaayar…-e Ho… Shaayar-e…
Shaayar-e-fitrat hoon main
(Jab fiqr far)mata hoon main
Mujhko samjhaate hain wo aur
Unko samjhaata hoon main
Aik dil hai aur toofaa’n-e-
hawaadis aye 'Jigar'
Aik dil hai aur…
Aur… toofaa’n-e-.. hawaadis
Aik dil hai Aik dil hai
Aik dil hai Aik dil hai
Aik dil hai Aik dil hai
Aik dil hai aur toofaa’n-e-
hawaadis aye 'Jigar'
Aik sheesha hai…
Aik sheesha hai ki har
Patthar se takraata hoon main
Aik sheesha hai ki har
Patthar se takraata hoon main
Shaayar-e.. Ho Shaayar-e..
Shaayar-e-fitrat hoon main
Jab fiqr farmata hoon main
Rooh ban kar zarre zarre
Mein sama jaata hoon main
Shaayar-e.. Ho Shaayar-e..
Ho Shaayar-e-fit..rat
Fit..rat.. Fit..rat..
(Jigar Moradabadi)
================
You may also wish to watch:
Jagjit-Chitra Singh Ghazals @ URL: • Jagjit-Chitra Singh - Ghazals
Vinod Sehgal @ URL:
• Vinod Sehgal
Mukesh - Film Songs-(Videos) @ URL:
• Mukesh - Film Songs-(Video)
Ghulam Ali - Ghazals @ URL:
• Ghulam Ali - Ghazals
Mohammed Rafi - Ghazals @ URL:
• Mohammed Rafi - Ghazals & Film Songs
And, many more @ scsharma is back @ URL:
/ @scsharmaisback
#jagjitsingh #chitrasingh #ghulamali #hariharan #chhayaganguli #sudhamalhotra #mohammedrafi #latamangeshkar #ashabhosle #mukesh #anupjalotabhajan
=====
Copyright Disclaimer: This is a Non-Profit Channel. No copyright infringement is intended. If any copyright holder has any objection, please mail on: [email protected].
(Code: MP3/MP4)
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: