ऑर्गेनिक ब्रोकली हार्वेस्टिंग|हार्वेस्ट के बाद ये 2 खाद डालें|गोभी में जल्दी और बड़ा फूल कैसे बनाएं
Автор: Terrace gardening in budget
Загружено: 2026-02-19
Просмотров: 343
Описание:
Aaj ke video me maine apne terrace garden me ugayi hui organic broccoli aur kai sabziyon ki harvesting ki hai. 🌿🥦 Harvesting ke baad maine ek special mishran se bani 2 powerful organic khaad daali, jisse gobhi aur broccoli me jaldi aur bada phool banne lagta hai.
Agar aap bhi chhat par sabzi ugate hain ya kitchen garden shuru karna chahte hain, to ye video aapke liye bahut useful rahegi. Isme main step-by-step bataungi:
✔ Organic broccoli harvesting ka sahi time
✔ Harvest ke baad paudhon ko kya dena chahiye
✔ 1 mishran se 2 khaad kaise banaye
✔ Gobhi me jaldi phool lane ka asaan tareeka
✔ Terrace gardening Hindi tips
Ye khaad bilkul organic hai aur balcony gardening, container gardening aur home gardening ke liye perfect hai.
Agar video pasand aaye to like 👍 karein aur channel subscribe karna na bhoolein 🌱
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: