Volunteering Se Vision Tak: Anil Kumar’s Teaching Journey | Hope in Action Ep-04
Автор: Hopeful Talks
Загружено: 2026-01-03
Просмотров: 538
Описание:
Is podcast mein hum baat kar rahe hain Anil Kumar, founder of Cloud Vision se, jo minimal fee par bachchon ko computer education sikha rahe hain. Yeh ek real aur honest conversation hai jahan woh apna journey share karte hain, English language ke struggles ke baare mein baat karte hain, aur yeh batate hain ki ek achha teacher banne ke liye apne subject ki proper knowledge hona kyun zaroori hai aur half baked teaching bachchon ke future ke saath compromise kaise karti hai.
Woh yeh bhi samjhate hain ki class mein bachchon ko khush aur engaged rakhna teaching ka ek bahut important hissa hai, volunteering ki value kya hai, aur kaise padhana sirf profession nahi balki responsibility hai. Yeh episode fun, human aur motivating real talk hai, aur agar aap teaching, learning ya social impact mein interest rakhte ho toh yeh podcast zaroor dekhiye.
Welcome to Hopeful Talks- Hope in Action| EP-04
#hopefultalks #teaching #podcastindia #volunteering
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: