Ameer Hasan Aamir | Jiya Mora Tarpat | Manqabat 2018
Автор: Ameer Hasan Aamir
Загружено: 2018-03-29
Просмотров: 23206
Описание:
Reciter - Safeer E Aza, Syed Ameer Hasan Aamir
Poetry - Asif Jalal Bij
Audio - ODS
Fx & Video By - Azmat Ali
Posted - #azadari_chitora
------------------------------------------------------------------------
-----------------------------LYRICS-----------------------------
Haidar maula ali ali maulaaa
Haidar ki jab yaad aay hai jia mora tadpat hai
ann lalchay hai, mann lalchay hai
Haidar ki jab yaad aay hai jia mora tadpat hai
Mann lalchay hai , mann lalchay hai
Jia mora tadpat hai mann lalchay hai
ann lalchay hai
1.
Chaukhat pe sarr ko rakhu qurban jauu -- qurban jau
Shehrey najaf mey hi dil chor aau -- Dil chor aau dil chor aau
ankho me aankho me roza samaay hai
Jia mora Mora jia tadpat hai mannnnn
lalchay hai mann lalchay hai
Haidar ki jab yaad aay hai jia mora tadpat hai
Mann lalchay hai , mann lalchay hai
2.
Deewaro darr pe sada nazrey jamay - nazrey jamay
kabe ki tasveer dil me basay -- Dil me basay
jeevan jeevan guzarta jaay hai
Jia mora Mora jia tadpat hai mannnnn
lalchay hai mann lalchay hai
Haidar ki jab yaad aay hai jia mora tadpat hai
Mann lalchay hai , mann lalchay hai
3.
Aakhir mai kyo na parhuuu khandak ya khaibar -- khandak ya khaibar
Tareekh karti hai jab zikr-E-Haidar -- zikr-E-Haidar
dil mera nara lagay hai
Jia mora Mora jia tadpat hai mannnnn
lalchay hai mann lalchay hai
Haidar ki jab yaad aay hai jia mora tadpat hai
Mann lalchay hai , mann lalchay hai
4.
Sidra se aagey baduu kaise aye maula - kaise aye maula
Kuch to batao key aakhir hua kya -- Aakhir hua kya
sunney ko mann lalchay hai
Jia mora Mora jia tadpat hai mannnnn
lalchay hai mann lalchay hai
Haidar ki jab yaad aay hai jia mora tadpat hai
Mann lalchay hai , mann lalchay hai
5.
Taarey ne sarr jo rakha baabey ali par - baabey ali par
Chalney lagey kitney seeno mey khanjar -- Seeno pe khanjar kismat ye din kya dekhay hai
Jia mora Mora jia tadpat hai mannnnn
lalchay hai mann lalchay hai
Haidar ki jab yaad aay hai jia mora tadpat hai
Mann lalchay hai , mann lalchay hai
6.
Haidar se hoti na jo zehra ki shadi zehra ki shadi --Zehra ki shadi
Aabad hoti na fir koe vaadi -- Fir koe vaadi fir koe vaadi
quraa qaseedey sunay hai
Jia mora Mora jia tadpat hai mannnnn
lalchay hai mann lalchay hai
Haidar ki jab yaad aay hai jia mora tadpat hai
Mann lalchay hai , mann lalchay hai
7.
Hasnain jaisey pisar kisko miley hen -- kisko miley hen
Zahra ke gulshan me gul ye khiley hen --Gul ye khiley hen
Chanda chanda charan chum jay hai
Jia mora Mora jia tadpat hai mannnnn
lalchay hai mann lalchay hai
Haidar ki jab yaad aay hai jia mora tadpat hai
Mann lalchay hai , mann lalchay hai
8 .
Suraj jo palattey huy dekha jo sab ne -- dekha jo sab ne
Parney lagey sab farishtey qaseedey -- Farishtey qaseedey
ungli pe duniya ghumay hai
Jia mora Mora jia tadpat hai mannnnn
lalchay hai mann lalchay hai
Haidar ki jab yaad aay hai jia mora tadpat hai
Mann lalchay hai , mann lalchay hai
9.
Aasif ba fazley khuda hum hen sukhanvar --hum hen sukhanvar
Aamir kareyngey sada zikr-E-Haider --Sada zikr-E-Haider
ismey ismey maza alag aay hai
Jia mora Mora jia tadpat hai mannnnn
lalchay hai mann lalchay hai
Haidar ki jab yaad aay hai jia mora tadpat hai
Mann lalchay hai , mann lalchay hai
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: