Aj toh yummy yummy shahi panner banaya bhai ne 😋
Автор: Anji's world 🌎
Загружено: 2026-01-18
Просмотров: 34
Описание:
Guys aaj ka Sunday mix feelings wala raha 😋🤕
Bhai ne yummy yummy shahi paneer banaya aur taste toh full on royal tha 👌✨
Lekin poora din thoda dull raha kyunki headache ki wajah se tabiyat thodi kharab thi.
Phir bhi family ke sath time, ghar ka khana aur Sunday vibes ne mood thoda better kar diya 💛
Aisa hi hota hai na — kabhi taste ke saath thoda rest bhi zaroori hota hai 😌
#SundayVlog #ShahiPaneerLove #YummyFood 😋 #GharKaKhana #FoodieSunday #FamilyTime 💕 #HeadacheDay #HealthFirst #IndianVlogger #DailyLifeVlog #SundayMood ✨
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: