Ahmad Faraz Shayari | Muntazir Kab Se Tahayyur Hai Teri Taqreer Ka | Urdu Poetry Whatsapp Status
Автор: Beast Fan
Загружено: 2020-08-12
Просмотров: 20817
Описание:
Ahmad Faraz, Urdu Poetry's Legend from Islamabad Pakistan only second to Faiz Ahmad Faiz in Popularity, narrating his beautiful ghazal " Muntazir Kab Se Tahayyur Hai Teri Taqreer Ka, Baat Kar Tujh Par Gumaan Hone Laga Tasveer Ka " in an old mushaira. Ahmad Faraz Shayari Urdu Poetry Whatsapp Status video presented by Bazm e Rekhta
Poet: Ahmad Faraz احمد فراز अहमद फ़राज़
Like, Comment and SUBSCRIBE for More Poetic Videos! https://bit.ly/2UbLiHy
#UrduPoetry #AhmadFaraz
TikTok : https://bit.ly/358dZcI
Facebook : https://bit.ly/2T83IYG
Twitter : https://bit.ly/2U6t4X9
Instagram : https://bit.ly/2MlWD4p
00:01
Muntazir kab se tahayyur hai teri taqrir ka
Baat kar tujh par guman hone laga taswir ka
00:26
Raat kya soe ki baqi umr ki nind uD gai
Khwab kya dekha ki dhaDka lag gaya tabir ka
00:43
Ishq mein sar phoDna bhi kya ki ye be-mehr log
Ju-e-Khun ko nam de dete hain ju-e-shir ka
00:59
Jaane kis aalam mein tu bichhDa ki hai tere baghair
Aaj tak har naqsh fariyaadi meri tahrir ka
01:11
Jis tarah baadal ka saya pyas bhaDkata rahe
Main ne ye aalam bhi dekha hai teri taswir ka
01:32
Kaise paya tha tujhe phir kis tarah khoya tujhe
Mujh sa munkir bhi to qael ho gaya taqdir ka
01:48
Jis ko bhi chaha use shiddat se chaha hai 'faraaz'
Silsila TuTa nahin hai dard ki zanjir ka
--
منتظر کب سے تحیر ہے تری تقریر کا
بات کر تجھ پر گماں ہونے لگا تصویر کا
رات کیا سوئے کہ باقی عمر کی نیند اڑ گئی
خواب کیا دیکھا کہ دھڑکا لگ گیا تعبیر کا
کیسے پایا تھا تجھے پھر کس طرح کھویا تجھے
مجھ سا منکر بھی تو قائل ہو گیا تقدیر کا
جس طرح بادل کا سایہ پیاس بھڑکاتا رہے
میں نے یہ عالم بھی دیکھا ہے تری تصویر کا
جانے کس عالم میں تو بچھڑا کہ ہے تیرے بغیر
آج تک ہر نقش فریادی مری تحریر کا
عشق میں سر پھوڑنا بھی کیا کہ یہ بے مہر لوگ
جوئے خوں کو نام دے دیتے ہیں جوئے شیر کا
جس کو بھی چاہا اسے شدت سے چاہا ہے فرازؔ
سلسلہ ٹوٹا نہیں ہے درد کی زنجیر کا
--
मुंतज़िर कब से तहय्युर है तिरी तक़रीर का
बात कर तुझ पर गुमाँ होने लगा तस्वीर का
रात क्या सोए कि बाक़ी उम्र की नींद उड़ गई
ख़्वाब क्या देखा कि धड़का लग गया ताबीर का
कैसे पाया था तुझे फिर किस तरह खोया तुझे
मुझ सा मुंकिर भी तो क़ाएल हो गया तक़दीर का
जिस तरह बादल का साया प्यास भड़काता रहे
मैं ने ये आलम भी देखा है तिरी तस्वीर का
जाने किस आलम में तू बिछड़ा कि है तेरे बग़ैर
आज तक हर नक़्श फ़रियादी मिरी तहरीर का
इश्क़ में सर फोड़ना भी क्या कि ये बे-मेहर लोग
जू-ए-ख़ूँ को नाम दे देते हैं जू-ए-शीर का
जिस को भी चाहा उसे शिद्दत से चाहा है 'फ़राज़'
सिलसिला टूटा नहीं है दर्द की ज़ंजीर का
Keywords:
ahmad faraz poetry,
ahmad faraz shayari,
urdu poetry,
urdu shayari,
ahmed faraz poetry,
ahmad faraz,
ahmad faraz best poetry,
ahmad faraz mushaira,
sad urdu poetry,
best urdu poetry,
ahmed faraz,
ahmad faraz ghazal,
ahmad faraz urdu poetry,
heart touching shayari,
ahmad faraz best shayari,
ahmad faraz sad poetry,
ahmed faraz poetry status,
poetry,
ahmad faraz poetry in hindi,
ahmad faraz poetry in urdu,
ahmed faraz shayari,
faraz ahmed faraz urdu poetry,
ahmad faraz last ghazal,
ahmad faraz shayari status,
ahmad faraz poetry whatsapp status,
ahmad faraz ki shayari,
ahmad faraz poetry status,
ahmad faraz interview,
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: