ycliper

Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
Скачать

Yeh Kis Qaidi Ka Lasha Hai | Noha Shahdat Imam Musa Kazim (AS) | 25 Rajab | Khurram Murtaza

Автор: Khurram Murtaza

Загружено: 2026-01-13

Просмотров: 328

Описание: ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll

Yeh Kis Qaidi Ka Lasha Hai | Noha Shahdat Imam Musa Kazim (AS) | 25 Rajab | Khurram Murtaza

Noha | Yeh Kis Qaidi Ka Lasha Hai
Recited By | Khurram Murtaza
Poetry By | Mir Hilal Rizvi
Composition | Waheed Ul Hasan Kamalvi
Audio | Premier Studio
Chorus | Hasnain Mehdi, Rizwan Mirza, Shahrukh Abbas & Khurram Sunny
Video | Gohar Iqbal (HI Production)
DOP | M. Musa
Creatives | AH Creations
Translation | Syed Meesam Mehdi
Islamic Date | 25 Rajab 1447/2026

#KhurramMurtaza #YehKisQaidiKaLashaHai #25Rajab #ImamMusaKazim #BaghdadKayPulPar #Nohay2026 #Noha #baghdad #nohay #2026

☆ Shahdat of Imam Musa Kazim Ibn Jaffer Sadiq ☆
☆ Many condolences to Prophet Muhammad (saww) and Hazrat Fatima Zahra (sa) and especially to Imam e Zamana (AJF) ☆

=======================
●● •Noha Lyrics • ●●
=======================

Baghdad Kay Pul Par Khoon Mein Tar Yeh Kis Qaidi Ka Lasha Hai
Pehlu E Shikasta Thamay Huway Yeh Kon Tarap Kar Rota Hai

1 . Sajjad Bhi Qaidi Thay Laikin Ik Roz Rahai Payi Thi
Afsoos Rahai Paa Na Saka Zindan E Sitam Say Yeh Qaidi
Zanjeer e Sitam Mein Jakra Huwa Kazim Ka Janaza Nikla Hai

2 . Mazloom Ki Ghurbat Hai Aisi Sab Dard Sunanay Ayay Hain
Zahra (SA) Kay Pisar Ki Miyaat Ko Mazdoor Uthanay Ayay Hain
Jo Qaid Mein Chaudaan Saal Raha Mazloom Raza Ka Baba Hai

3 . Zindaan Mein Meray Maula Ko Sindi Nay Lagayay Jab Durray
Rotay Thay Musalsal Khoon e Jigar Buss Haye Sakina (SA) Keh Keh Kay
Haye Zehar Ki Shiddat Aisi Thi Shabbar (AS) Ki Tarah Khoon Ugala Hai

4 . Masooma E Qum (SA) Ghar Mein Apnay Baba Ki Museebat Par Har Din
Dil Khool Kay Karti Thien Girya Yeh Unka Muqadar Tha Laikin
Ronay Pay Tamanchay Jisko Lagay Woh Chaar Baras Ki Zahra (SA) Hai

5 . Uthta Tha Dard Kalaijay Mein Tha Zeher Say Neela Sara Badan
Dum Qaid Mein Tora Qaidi Nay Phir Loota Gaya Zahra (SA) Ka Chaman
Ummat Nay Nabi (SAW) Kay Baitay Ko Phir Zeher E Dagha Say Mara Hai

6 . Zalim Nay Lagaya Zeher Say Jo Woh Zakham Na Hoga Khanjar Ka
Jab Eidhyaan Raghri Maula Nay Yaad Aya Tarapna Akbar (AS) Ka
Bus Karbobala Kay Pyasoon Par Ta Umar Yeh Qaidi Roya Hai

7 . Baghdad Mein Hayee Qatal Huwa Farzand Imam E Sadiq (AS) Ka
Mazloom Raza (AS) Ko Ummat Nay Pohanchaya Yateemi Ka Sadma
Roohdaad E Sitam Ko Hans Hans Kar Phir Ummat Nay Dohraya Hai

8 . Ay Mir Hilal Is Gham Mein Sabhi Munh Ashkoon Say Ab Dhotay Hain
Har Ghar Mein Bicha Hain Farsh E Aza Sab Chahnay Walay Rotay Hain
Khurram Kaandha Taboot Ko Do Bekas Ka Janaza Uttha Hai

=======================

Khurram Murtaza Nohay |

Sitamgaroon Nay Musalal Sataya Kazim (as) Ko | Noha | 2023
   • Sitamgaroon Nay Musalsal Sataya Kazim (AS)...  

Follow Us On Social Media Channels!

F A C E B O O K :
  / khurrammurtazaofficial  
Y o u T u b e :
   / khurrammurtazaofficial  
S o u n d C l o u d :
  / khurrammurtazaofficial  
D a i l y m o t i o n :
http://www.dailymotion.com/khurrammur...
T W I T T E R :
  / khurrammurtaza  
I N S T A G R A M :
  / khurrammurtazaofficial  


Noha By Khurram Murtaza | Premier Studio Productions
Special Thanks : Mr & Mrs Tahir Saeed, Mehru Murtaza, Iqbal Hussain, Latif Bubby & Dua-e-Zahoor Group.

●Official Announcement Khurram Murtaza Official© :
Uploading any of our audio & visual content on any website, channel and on social media without our permission is a copyright violation which is a criminal offence and penalties include fines and prohibited as these all are registered under Khurram Murtaza© Under Section Copyright Content Act. Khurram Murtaza will not be responsible if any of your website channel or social media platform will be down by social media company due to copyright issues.
All rights reserved with Khurram Murtaza©

●Graphics Section ©
Copying of all Other Social Media Graphics Work Which Included Posters, Banners, Flyers & Logos are registered under Khurram Murtaza ©

Не удается загрузить Youtube-плеер. Проверьте блокировку Youtube в вашей сети.
Повторяем попытку...
Yeh Kis Qaidi Ka Lasha Hai | Noha Shahdat Imam Musa Kazim (AS) | 25 Rajab | Khurram Murtaza

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио

Похожие видео

Aaj Baghdad Main Koi Qaidi | Mir Hasan Mir Nohay | Imam Musa Kazim Noha | Shahadat e Musa Ibn Jaffer

Aaj Baghdad Main Koi Qaidi | Mir Hasan Mir Nohay | Imam Musa Kazim Noha | Shahadat e Musa Ibn Jaffer

Kazim Ka Janaza Hai | Mir Hasan Mir | Imam Musa Kazim Noha | Shahadat Musa Ibn Jaffer | 25 Rajab

Kazim Ka Janaza Hai | Mir Hasan Mir | Imam Musa Kazim Noha | Shahadat Musa Ibn Jaffer | 25 Rajab

ALLAH KA GHAR | Nabeel Shaukat Ali feat. Tahseen Sakina | Ramzan Kalaam 2025

ALLAH KA GHAR | Nabeel Shaukat Ali feat. Tahseen Sakina | Ramzan Kalaam 2025

Usaid Zahid Siddique || Assubhu Bada || New Naat || Allah Hu Allah || Heera Gold

Usaid Zahid Siddique || Assubhu Bada || New Naat || Allah Hu Allah || Heera Gold

Farhan Ali Waris | Baghdad Kay Pul Per Kazim Ka | Noha | 2016

Farhan Ali Waris | Baghdad Kay Pul Per Kazim Ka | Noha | 2016

Abu Turab Ali | Muhammad Samie | Ali Ali Maula Ya Ali Ali | Official Video

Abu Turab Ali | Muhammad Samie | Ali Ali Maula Ya Ali Ali | Official Video

22 Rajab Manqabat 2026 |  Mola Ka Dastarkhwan | Ali Akbar Ameen | Dastarkhwan Imam Jafar Sadiq 2026

22 Rajab Manqabat 2026 | Mola Ka Dastarkhwan | Ali Akbar Ameen | Dastarkhwan Imam Jafar Sadiq 2026

Ali (AS) Ko Jaan Jau Gay | 13 Rajab 2026 | New Manqabat Mola Ali (AS) | Khurram Murtaza

Ali (AS) Ko Jaan Jau Gay | 13 Rajab 2026 | New Manqabat Mola Ali (AS) | Khurram Murtaza

New Manqabat Imam Jafar Sadiq 2024 | Hazrat Imam Jafar | Hafiz Tahir Qadri

New Manqabat Imam Jafar Sadiq 2024 | Hazrat Imam Jafar | Hafiz Tahir Qadri

Noha: Baghdad Ka Qaidi (IMAM MOSA KAZIM ع) | SHAHID BALTISTANI | SHAHADAT 25-RAJAB

Noha: Baghdad Ka Qaidi (IMAM MOSA KAZIM ع) | SHAHID BALTISTANI | SHAHADAT 25-RAJAB

Настоящие Супергерои, Снятые на Камеру

Настоящие Супергерои, Снятые на Камеру

В РФ заявили о катастрофической ситуации / Власти бьют тревогу

В РФ заявили о катастрофической ситуации / Власти бьют тревогу

13 Rajab New Manqabat 2026 | Manam Ghulam e Hazrat e Shah e Najaf | Mir Hasan Mir | Sajjad Muhammadi

13 Rajab New Manqabat 2026 | Manam Ghulam e Hazrat e Shah e Najaf | Mir Hasan Mir | Sajjad Muhammadi

Новости Израиля. СРОЧНО! БЕССОННАЯ НОЧЬ В ИРАНЕ! №1182. Радио Наария #израиль #новости #news

Новости Израиля. СРОЧНО! БЕССОННАЯ НОЧЬ В ИРАНЕ! №1182. Радио Наария #израиль #новости #news

ALLAH 1 HAI ❤️ PANJITAN 5 HAIN , IMAM 12 HAIN , MASOOM 14 HAIN | Muazzam Ali Mirza | TNA RECORDS

ALLAH 1 HAI ❤️ PANJITAN 5 HAIN , IMAM 12 HAIN , MASOOM 14 HAIN | Muazzam Ali Mirza | TNA RECORDS

АВИЦЕННА ЗНАЛ: ПОЖИЛЫЕ, НЕ МОЙТЕСЬ ТАК! ЭТО КРАДЕТ ГОДЫ ЖИЗНИ!

АВИЦЕННА ЗНАЛ: ПОЖИЛЫЕ, НЕ МОЙТЕСЬ ТАК! ЭТО КРАДЕТ ГОДЫ ЖИЗНИ!

Bibi Sakina Manqabat 2026 | Salgirah Hai Sakina Ki (Birthday) | Mir Sajjad Mir | New Qasida 2026

Bibi Sakina Manqabat 2026 | Salgirah Hai Sakina Ki (Birthday) | Mir Sajjad Mir | New Qasida 2026

An Nabi Salloo Alae | Owais Raza Qadri | New Naat 2020 | official version | OSA Islamic

An Nabi Salloo Alae | Owais Raza Qadri | New Naat 2020 | official version | OSA Islamic

Запомните! Все болезни из-за ВОСПАЛЕНИЯ кишечника! Об этом молчат врачи. Наталья Кэмпбелл-МакБрайд

Запомните! Все болезни из-за ВОСПАЛЕНИЯ кишечника! Об этом молчат врачи. Наталья Кэмпбелл-МакБрайд

ПОСЛЕ СМЕРТИ ВАС ВСТРЕТЯТ НЕ РОДСТВЕННИКИ, А.. ЖУТКОЕ ПРИЗНАНИЕ БЕХТЕРЕВОЙ. ПРАВДА КОТОРУЮ СКРЫВАЛИ

ПОСЛЕ СМЕРТИ ВАС ВСТРЕТЯТ НЕ РОДСТВЕННИКИ, А.. ЖУТКОЕ ПРИЗНАНИЕ БЕХТЕРЕВОЙ. ПРАВДА КОТОРУЮ СКРЫВАЛИ

© 2025 ycliper. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]