Over-Processed Hair Ko Zinda Karti Hai Heena | Sachcha Experience
Автор: Garima's Beauty Care
Загружено: 2025-12-24
Просмотров: 1112
Описание:
Aaj ke is video me main aapko over-processed baalon ka real case dikha rahi hoon.
Client ne sirf ek baar fashion colour karwaya tha, lekin over product lagne ki wajah se baalon ki length jal chuki thi aur baal dry, rough aur bejaan ho gaye the.
Iske baad client ne chemical chhod kar heena par switch kiya.
Aaj hum chauthi baar heena application kar rahe hain aur result ke baad client apne baalon se bahut khush hai.
Heena sirf colour ke liye nahi hoti
Heena baalon ko dheere-dheere strength deti hai, dryness kam karti hai aur overall hair health improve karti hai.
Sahi routine bahut zaroori hai
Heena ke baad:
• Proper oiling
• Mild shampoo
• Nourishing hair mask
Agar yeh routine follow kiya jaye, to over-processed baal bhi dheere-dheere recover ho sakte hain.
#haircare #hairdye #naturalhaircare #greyhair #whitehairtoblackhairnaturally #hennatutorial #hennaforhair #mehnditutorial #hairfall #longhair #haircolor #herbalshampoo #haircareroutine #result #athome #beforeandafter #indigo #desinuskhe ##ayurvedichaircare #chemicalfreehair
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: