Mann Sundar|8 January 2026|Mansundar Upcoming Twist |Ruhi Ka Sach, DNA Report Ne Palta Khel|
Автор: Bharat Drama House
Загружено: 2026-01-08
Просмотров: 3305
Описание:
Mansundar Upcoming Twist | Ruhi Ka Sach, DNA Report Ne Palta Khel | High Voltage Drama
Serial Mansundar ke aane wale track me dekhne ko milega zabardast high voltage drama. Ruhi ko mil jati hai asli DNA report jo saaf kar deti hai ki Bitu Nahar ka beta nahi balki Romil ka hai. Sonii aur Sheetal ki sari sazish ho jati hai fail. Sach samne aate hi Ruhi banti hai strong aur nidar, aur Goenka House me Sheetal ka jhooth sabke samne aa jata hai.
Juhi par hue hamle ki khabar Ruhi aur Nahar ko phir aamne-samne le aati hai. Ab sawal ye hai ki kya Ruhi Nahar ko ek aur mauka degi ya past ka dard jeet jayega?
Jaane Mansundar ke upcoming episodes ka full twist aur emotional drama.
#Mansundar #MansundarUpcomingTwist #RuhiKaSach #DNATestTruth #NaharRuhiReunion #SheetalExposed #HighVoltageDrama #HindiSerialSpoiler #tvserialupdatejhanak
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: