Kia Nokar Insaan Nahin Hotay? | Carving Stories
Автор: Carving Stories
Загружено: 2025-12-26
Просмотров: 99
Описание:
🔗 Follow & Watch Us on Social Media
👉 Facebook:
https://www.facebook.com/profile.php?...
👉 YouTube (Full Stories):
/ @carvingstories1
👉 YouTube (Shorts):
/ @carvingshorts
👉 TikTok:
/ carving.stories
👉 Instagram:
/ carvingkahanie
Yeh kahani humaray muashray ka aik kadwa sach bayan karti hai.
Is story mein aik nokrani job ki talash mein aik naye ghar jati hai, jahan usay bohat izzat, pyar aur insani rawaiya milta hai. Yeh rawaiya us ke liye hairat ka sabab hota hai, kyun ke pehlay ghar mein usay achoot samjha jata tha, izzat nahi di jati thi, sirf kaam liya jata tha.
Naye ghar ke log usay sirf nokrani nahi balkay insaan samajhtay hain. Yeh dekh kar woh pareshan bhi hoti hai aur sochti hai ke kya waqai aisa bhi hota hai?
Yeh kahani humein yeh paighaam deti hai ke
👉 naukar bhi insaan hotay hain
👉 izzat dena koi ehsaan nahi, farz hai
👉 rawaiya hi insaniyat ki pehchan hota hai
Is video ko dekhein, sochiye aur share karein shayad yeh kahani kisi ka rawaiya badal de.
For support Subscribe our channel
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: