Mid Month Closing Pressure | Early Morning McD Shift Meteor 350 Night Ride Daily Vlog 218
Автор: beyond the shift
Загружено: 2025-12-16
Просмотров: 37
Описание:
Har har mahadev 🔱
Aaj ka din start hua early morning shift ke saath kyunki raat Jammu me hi stay tha.
Subha jaldi uth kar naha-dhoke seedha McDonald’s ke liye nikley.
Store pounch kar check-in, admin tasks aur mid-month close shuru kiya.
Internet slow aur internal server issues ki wajah se kaam thoda delay hua.
Din bhar kaam me busy rahe, beech me bhookh lagi toh lunch ke liye bahar gaye aur fir wapis kaam me lag gaye.
Raat 9:30 baje finally free hue aur apni Royal Enfield Meteor 350 pe ek peaceful night ride lete hue mamu ke ghar pounchey.
Aise hi mehnat, pressure aur daily routine ke saath din nikal gaya.
Milte hain kal ek naye vlog ke saath.
Har Har Mahadev 🔱
#DailyVlog218
#McDonaldsLife
#MidMonthClosing
#ManagerLife
#RoyalEnfieldMeteor350
#NightRide
#JammuVlog
#WorkLifeVlog
#IndianDailyVlog
#BikeRideVlog
#HarHarMahadev
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: