Kadake ki Thand me fus gye, Rat ko Dosto, Ghar se Aata lana hi bhool gye.. ( episode..1 )
Автор: FIRANDER gg
Загружено: 2025-12-31
Просмотров: 111
Описание:
kai cheezen lana hi bhool gye, aur kai faltoo me utha laye....Gazab hi ho gya.
Magar sabne hamari Bahut madad ki,
Bahut khayal rakhaa hamara.
Pehli bar sabse mile...hamare liye sabhi anzan thee🤗 lekin sath itna dia ki koi apna bhi shayad nahi deta... thand itni ki bardashat se bahar ho gai thee...
lekin dosto, sabhi camper friends ka sath aur itna pyar mila ki ...sab takleefen bhool gye..fir 3 days aur 2 night esi biti..ki, pata hi nahi chala.
Jane ka time aaya to udasi se man rone laga...
Sh. Akhilesh Choudhary unki family, aur sabhi bachon sahit sab ne bahut pyar dia...
Lots of Thanks to all of camper friends.
Hope you will call us again.
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: