Prophet Muhammad ﷺ Ki Favourite Recipe | Sunnat Talbina Banane Ka Asaan Tareeqa
Автор: Big Food Ck
Загружено: 2025-07-24
Просмотров: 119
Описание:
Aj hum aapke liye laye hain ek behtareen aur roohani recipe – Sunnat Talbina, jo Prophet Muhammad ﷺ ki favourite thi. Ye recipe sirf mazaydar nahi, balke dil ko sukoon dene wali, sehat aur himmat dene wali bhi hai.
Talbina un logon ke liye ek naya umeed ka zariya ban sakti hai jo gham, thakan, ya kamzori mehsoos kar rahe hain.
🌿 Ingredients aur asaan tareeqa video mein tafseel se samjhaya gaya hai.
🌸 Ye recipe zaroor try karein aur sunnat par amal karte hue sehat bhi paayein.
🕋 "Prophet Muhammad ﷺ ne irshad farmaya: Talbina gham ko door karta hai aur dil ko tasalli deta hai." (Hadith Shareef)
📌 Video ko like, share aur subscribe karna na bhoolein!
🧡 Apni duaon mein yaad rakhein.
#TalbinaRecipe #SunnatRecipe #ProphetMuhammad #BigFoodCK #HealthyFood #SehatKaRaaz #SunnatZindagi #RoohaniRecipe
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: