Welcome Back Noida se | Bachon Ki Masti | puja | Lunch Prep | Simple Day Vlog
Автор: Piku sang Prihul
Загружено: 2026-01-22
Просмотров: 119
Описание:
Welcome back friends ❤️
Aaj ka vlog ek simple aur pyara family day ka hai.
Noida se welcome back hua dhol ke sath, Krishu dhol baja rahi thi aur Seema di ne phone le kar sabka welcome kiya aur vlogging try ki 😊
Main aur Hanu gajar ka halwa khate hue baatein kar rahe the aur Hanu almost meri height ka ho gaya hai. Papa school uniform iron kar rahe the aur hum purane din yaad kar rahe the.
Kitchen mein di breakfast ki preparation kar rahi thi – methi ke paranthe aur bloating ke liye jeera, methi aur dalchini ka pani ready kiya.
Next morning Puja ke scenes, Prihul ka Radhe Radhe, ghee khana 😄 aur tika moments bhi share kiye.
Hanu school ke liye ready hua, Prihul scribble karti rahi aur baad mein lunch preparation – aloo shimla mirch ki sabzi aur leftover rice fry 🍚
Park rides, bachon ki masti aur simple ghar ke moments ke sath humne yeh vlog end kiya.
Zyada kuch special nahi tha, bas real family life 💕
I hope aapko yeh vlog pasand aaya ho.
🙏 Please Like, Share & Subscribe
This is our little world at Piku sang Prihul
#familyvlog #dailyvlog #indianfamilyvlog
#KidsVlog #MorningRoutine #simplelife
#PikuSangPrihul #reallifevlog #recommended #viral #happy #familytime #vlog #vlogging #vloglife #vlogger
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: