Return to Invoice kya hota hai? Sab log yahi galti karte hain!
Автор: theinsuranceguruji
Загружено: 2026-01-17
Просмотров: 1048
Описание:
Aaj ki video me maine Return to Invoice (RTI) Insurance ko simple language me explain kiya hai.
RTI kya hota hai? Kab kaam aata hai? Kitna fayda deta hai? Aur kya ye add-on lena worth hai ya sirf extra paisa?
Sab cheezein clear, practical example ke saath.
Is video me cover kiya gaya:
✔ Return to Invoice ka real meaning
✔ RTI kaise kaam karta hai
✔ Zero Dep aur RTI ka difference
✔ Kin logon ko RTI zaroor lena chahiye
✔ RTI claim process simple language me
✔ Common mistakes jo log karte hain
Agar aap new car le rahe ho, ya car insurance renew kar rahe ho, to RTI ko samajhna important hai — warna claim time par serious loss hota hai.
Like, Share & Subscribe agar video helpful lage
#insuranceclaims #automobile #carinsurance #autoinsuranceusa #insuranceguide #news #insurancetips
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: