Dry nuts laddu recipe l bhune hue chane aur gud se l safe 10 minut mein by @Cooking -Ideas0
Автор: cooking ideas0
Загружено: 2025-12-22
Просмотров: 99
Описание:
Aaj hum bana rahe hain Dry Nuts Laddu, jo maine bhune hue chane aur gud (jaggery) se tayar kiye hain.
Yeh laddu bohot hi healthy, tasty aur energy se bharpur hain, aur bina kisi artificial cheez ke ban jate hain.
Yeh recipe sirf 10 minute mein tayar ho jati hai aur bachon se le kar baron tak sab ko bohot pasand aati hai.
Agar aap healthy sweet recipe ya quick snack dhoondh rahe hain to yeh laddu zaroor try karein.
Video pasand aaye to Like 👍, Share aur Channel ko Subscribe zaroor karein ❤️
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: