ycliper

Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
Скачать

Kali Kali Zulfon Ke | Kabul Bukhari | Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Sahab | Cover Song

Автор: Kabul Bukhari

Загружено: 2023-11-15

Просмотров: 17623099

Описание: Bookings and queries: The Right Management +91 9915982444

Kali Kali Zulfon Ke originally sung by Nusrat Fateh Ali Khan Sahab. Just a humble attempt. Hope you all like it ❤️


Cover Song Credits:
Singer: Kabul Bukhari
Music: Kabul Bukhari and Lubhanu Priy
Video: Rohann Malik
Edit: Monday Morning Films

Spotify: https://open.spotify.com/track/2Xmr9g...

Streaming on all music platforms🎼

Lyrics:

Aap is tarah toh hosh udaaya na kijiye
Yoon ban sanwar ke samne aaya na kijiye
Kali kali zulfon ke phande na dalo
Humen zinda rehne do ae husn walo

Na chhdedo humen hum sataye huye hain
Bauhat zakhm seene pe khaye huye hain
Sitamgar ho tum khoob pehchante hain
Tumhari adaoun ko hum jante hain

Daghabaz ho tum sitam dhane wale
Fareb E Mohabbat me uljhane wale
Ye rangeen kahani tumhi ko mubarak
Tumhari jawani tumhi ko mubarak
Hamari taraf se nigahen hata lo
Humen zinda rehne do ae husn walo
Kali kali zulfon ke phande na dalo
Humen zinda rehne do ae husn walo


Achi surat ko sanwarne ki zarurat kya hai
Sadgi mein bhi qayamat ki adaa hoti hai
Tum jo aa jaate ho masjid me adaa karne namaz
Tumko maloom hai kitno ki qaza hoti hai

Mast akhon ki baat chalti hai
Maikashi karwaten badalti hai
Ban sanwar kar wo jab nikalte hain
Dilkashi sath sath chalti hai

Haar jaate hain jeetne wale
Wo nazar kaisi chaal chalti hai
Jab hatate hain rukh se zulfon ko
Chand hasta hai raat dhalti hai

Bada kash jaam tod dete hain
Jab nazar se sharab dhalti hai
Kya qayamat hai unki angdayi
Khich ke goya kamaan chalti hai

Yun haseeno ki zulf lehraye
Jaise nagan koi machalti hai
Kali kali zulfon ke phande na dalo
Humen zinda rehne do ae husn walo


Smbhalo zara apna anchal gulabi
Dikhao na hass hass ke ankhen sharabi
Salook inka duniya me achha nahin hai
Haseeno pe hum ko bharosa nahin hai

Uthate hain nazren to girti hai bijli
Adaa jo bhi nikli qayamat hi nikli
Jahan tumne chehre se aanchal hataya
Wahin ehl e dil ko tamasha banaya
Khuda ke liye humpe dore na daalo

Humen zinda rehne do ae husn walo
Kali kali zulfon ke phande na dalo
Humen zinda rehne do ae husn walo






#qawali #nusratfatehalikhan #nfak #sufimusic #sufi #poetry #shayari #sadshayari #sadpoetry #ghazal #livemusic #liveshow

Не удается загрузить Youtube-плеер. Проверьте блокировку Youtube в вашей сети.
Повторяем попытку...
Kali Kali Zulfon Ke | Kabul Bukhari | Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Sahab | Cover Song

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио

Похожие видео

Halka Halka Saroor | Kabul Bukhari | Qawali | Nusrat Fateh Ali Khan Sahab

Halka Halka Saroor | Kabul Bukhari | Qawali | Nusrat Fateh Ali Khan Sahab

Джем – Kali Kali Zulfon Ke | Kabul Bukhari | Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Sahab | Cover Song

Джем – Kali Kali Zulfon Ke | Kabul Bukhari | Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Sahab | Cover Song

मैखने में बैठे हैं | Lofi Poetry | Sad Shayari | LofiReverse

मैखने में बैठे हैं | Lofi Poetry | Sad Shayari | LofiReverse

Tumhen Dillagi Bhool Jani Padegi | Kabul Bukhari | Qawwali | UNFAK | Cover Song

Tumhen Dillagi Bhool Jani Padegi | Kabul Bukhari | Qawwali | UNFAK | Cover Song

⚡️ Зеленский срочно готовит ответный удар || Президент извинился перед народом

⚡️ Зеленский срочно готовит ответный удар || Президент извинился перед народом

Ek Jhalak Ko Teri Main Hon Tarsa Hua - Atif Aslam - A Sufi Love Qawwali That Will Touch Your Soul

Ek Jhalak Ko Teri Main Hon Tarsa Hua - Atif Aslam - A Sufi Love Qawwali That Will Touch Your Soul

Andaaz e Karam (Official Video) Madhur Sharma, Moin, ER, Roheb

Andaaz e Karam (Official Video) Madhur Sharma, Moin, ER, Roheb

tera mera hn pyaar amar full version song #ishqmurshid #humtv #ahmedjahanzeb @HUMTV

tera mera hn pyaar amar full version song #ishqmurshid #humtv #ahmedjahanzeb @HUMTV

Стрельба в центре города / Созвано срочное заседание

Стрельба в центре города / Созвано срочное заседание

Kali Kali Zulfon Ke

Kali Kali Zulfon Ke

Kali Kali Zulfon Ke - Madhur Sharma | Ustad Nusrat Fateh Ali Khan | @PearlRecords

Kali Kali Zulfon Ke - Madhur Sharma | Ustad Nusrat Fateh Ali Khan | @PearlRecords

NON STOP INSTAGRAM TRENDING LOVE MASHUP - Part 17 | PLAYLIST BY @lofi2307 | #instatrendingsongs

NON STOP INSTAGRAM TRENDING LOVE MASHUP - Part 17 | PLAYLIST BY @lofi2307 | #instatrendingsongs

Dil ghalti kr baitha hai #qawali #qawalistatus

Dil ghalti kr baitha hai #qawali #qawalistatus

Aawaara Angaara (Full Video): Tere Ishk Mein | Dhanush, Kriti | AR Rahman,Faheem|Aanand LR|Bhushan K

Aawaara Angaara (Full Video): Tere Ishk Mein | Dhanush, Kriti | AR Rahman,Faheem|Aanand LR|Bhushan K

Tajdar_e_haram Qawwali /

Tajdar_e_haram Qawwali /

Yeh Dil Deewana - Lyrical | Shahrukh Khan | Mahima Chaudhry | Bollywood Love Song

Yeh Dil Deewana - Lyrical | Shahrukh Khan | Mahima Chaudhry | Bollywood Love Song

Tumhein Dillagi Bhool Jani Paray Gi| Ustad Nusrat Fateh Ali Khan| Best Ever|

Tumhein Dillagi Bhool Jani Paray Gi| Ustad Nusrat Fateh Ali Khan| Best Ever|

Saadgi

Saadgi

Baabarr Mudacer Super Hit Live Performance at Kolkata | Mera Dil Ye Pukare Aaja

Baabarr Mudacer Super Hit Live Performance at Kolkata | Mera Dil Ye Pukare Aaja

Udaarian (Badi lambi hai kahani mere pyaar di) - Satinder Sartaaj | Love Songs | New Punjabi Songs

Udaarian (Badi lambi hai kahani mere pyaar di) - Satinder Sartaaj | Love Songs | New Punjabi Songs

© 2025 ycliper. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]