Hindi Likhna इमला kaise sikhe l An ki Matra Wale Shabd l How to write hindi l Hindi Writing Practice
Автор: Genius Shiksha
Загружено: 2026-02-13
Просмотров: 4125
Описание:
Namaste doston! Aaj ke is video mein hum sikhenge 'अं' की मात्रा वाले शब्द (An ki Matra wale shabd) ko kaise likha aur padha jata hai.
Is video mein humne bahut hi aasaan tarike se samjhaya hai ki:
✅ 'अं' ki matra ka prayog kaise karte hain.
✅ Do, teen aur chaar akshar wale 'अं' ki matra ke shabd.
✅ Bachon ko matra sikhane ka sahi tarika.
Agar aap apne bacchon ko ghar par Hindi sikhana chahte hain ya aap khud Hindi seekh rahe hain, toh ye video aapke liye bahut helpful hai.
Video mein shamil kuch shabd: अंक (Ank), रंग (Rang), पंखा (Pankha), पतंग (Patang), बंदर (Bandar), jaisi kai saari misalein (examples).
Subscribe Karein: Hamare channel ko subscribe karein taaki aap aisi hi educational videos aur Hindi Grammar ki jaankari paate rahein.
#AnKiMatra #geniusshiksha #HindiMatra #LearnHindi #HindiGrammar #HindiForAdults #अं_की_मात्रा #HindiVarnamala #HindiAlphabet #HindiLessons #shakilsir
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: