प्रमुखराजनीतिकसन्सथांए |Modern History |1850 -1905 |Full Discussion by Gaurav Tripathi
Автор: The Teachers Today
Загружено: 2026-02-24
Просмотров: 357
Описание:
Important Organizations|Modern History |1850 -1905 |Full Discussion by Gaurav Tripathi #uphesc51
📘 Assistant Professor – UPHESC 51 Re-Exam Special INDIAN FREEDOM STRUGGLE 1850-1905
CONGRESS AUR ANYA राजनीतिक संस्थाएं UPHESC-51 AUR GDC GS CLASS
यह लेक्चर GS Paper के लिए पूर्णतः Exam-Focused है।
By: Gaurav Sir
📞 +91 6393565662
The Teachers Today
Congress aur Anya Rajnitik Sansthaein (1850–1905) | Modern Indian History | GS Special
Is video mein hum 1850 se 1905 ke dauran Bharat mein viksit hui Congress aur anya rajnitik sansthaon (Leagues & Associations) ka vistrit adhyayan karte hain. Yeh avadhi Bharatiya rashtriya chetna aur sangathit rajneeti ke vikas ki neev mani jaati hai.
Is lecture mein aap samjhenge ki kaise Indian National Congress ke aane se pehle aur baad kai mahatvapurn sangathan bane, jinhone British shasan ke viruddh sangharsh ko ek disha di.
Is video mein cover kiye gaye topics:
Indian Association (1876)
Indian League
British Indian Association
East India Association
Indian Union Association
Congress ka gathan aur prarambhik charan (1885–1905)
Yogdan dene wale pramukh neta:
Dadabhai Naoroji – Drain Theory aur Associations ka vikas
Bal Gangadhar Tilak – Aakramak rashtravaad
Firoz Shah Mehta – Bombay Presidency politics
Gopal Krishna Gokhale – Madhyamargi vichardhara
Yeh lecture khas taur par upyogi hai:
UPHESC-51 RE-EXAM (GS)
GDC GS – by Gaurav Tripathi Sir @TheTeachersToday
GDC GS अभ्युदय Batch
UPHESC-51 History students
UPSC, PCS,
📖 Agar aap Modern Indian History (1850–1905), Leagues & Associations, aur Congress ke itihas ko exam-point of view se samajhna chahte hain, to yeh video aapke liye must-watch hai.
Congress aur anya rajnitik sansthaein
1850–1905 Modern Indian History
Indian Association British Indian Association
East India Association Dadabhai Naoroji
Bal Gangadhar Tilak Gokhale History
UPHESC GS History Hindi
GDC GS Abhyuday Batch
👍 Video pasand aaye to Like, Share aur Channel ko Subscribe karna na bhoolein.
Aise hi exam-oriented lectures ke liye jude rahiye @TheTeachersToday ke saath! 🚀
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: