ycliper

Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
Скачать

History of INDIA POST | भारतीय डाक का इतिहास | INDIA POST | POST OFFICE | post office history hindi

Автор: AP SMART

Загружено: 2022-04-19

Просмотров: 6837

Описание: History of INDIA POST | भारतीय डाक का इतिहास | INDIA POST | POST OFFICE |
दोस्तो इस वीडियो में मैंने आपको भारतीय डाक के इतिहास के बारे में बताया है।

Friends, in this video I have told you about History of India Post.
Description
First Post Office in India | Brief History:-

Bharatiya daak yahi India Post ka itihas East India Company k aane k baad suru hua tha par aisa nhi tha ki East India Company k Bharat aane se pehle Sandesho ka aadan pradan nhi hota tha. East India Company k aane se pehle daak ki suvida sarvajanik nhi thi aur iska itemal keval Raja Maharaja sandesh pahuchane k lie kia karte the, us samay v har rajya ka apna mohar jise hum stamp kehte hai hua karta tha.

Aage badhne se pehle agar eh video aap facebook par dekh rahe hai toh humare FaceBook page ko like kar le aur agar YouTube par dekh rahe hai toh humare YouTube Channel ko Subscribe kar le aur bell icon ko daba de taaki aapko nayi video ka notification milta rahe.

East India Company Bharat mein pehli baar 1608 mein Suraj aati hai samudri raste se aur samay k saath East India Company Bharat mein apna adhipatw sthaapit karne mein kamyab hoti hai. Par jitna bada adhipatw utha hi kathik ise sambhalna isi ko dhyan mein rakhte hue British East India Company ne 1688 mein pehli daak sewaa suru ki jo sabse pehle Bombay, Calcutta aur Madras mein suru ki gai taaki Company k log aapas mein sandesho ka aadan pradan kar sake. Eh suvida 1688 mein kewal Company k logo tak hi simit thi par 1774 mein Warren Hastings ne Daak sewa ka wistar karte hue pehli baaar Daak sewa aam janta k lie v chalu kar di. Jiski shuruwat East India Company ne Postal Office ki niw rahte hua Calcutta mein san 1774 mein ki, iske baad 1978 mein Madras aur 1792 mein Bombay mein ki.

Asia ka sabse pehla Stamp “Scinde Dawk” 1852 mein pehli baar aaj k Pakistan k Sindh prant mein aam janta dwara use kia gaya tha.

Iske baad 1854 mein pehli baar sarwajanik rup se pure bharat warsh mein citthi bhejne k lie daak ticketo ki bikri suru ki gai.

Iske k baad kaafi baar bharatiye daak ticketo mein badlaao hue aur samay k saath inke mulya mein v bharotri hui, eh v kehna galat nhi hoga ki us daur mein jab na internet thi aur na hi telephone tab bharatiya daak ne samdesh phauchane mein bhaut madat ki, chahe woh humare swatantra senanio ka sandesh hi kyu na ho.

Aazad bharat ka pehla daak ticket 21 November san 1947 mein chapa gaya jispar bhartiya rastra dhwaj aur jai hind ankit tha.

Aazadi k baad bharatiye daak seva ne samay k saath chalet hue desh k logo ka khoob saath dia. Chahe woh border mein tainat jawan ki citthi uske chahne walo tak phauchane mein ho ya koi saaman dur kahi phauchane mein ho. Bhratiye daak k ek bhaut bada kirdar nibhaya hai.

Aazadi k samay desh mein karib 23344 Daak Ghar hua karte the par pure desh mein 154866 se v jyada Daak Ghar hai. Jisme se jyada tar gramin ilako mein hai. Aaj Bharatiya daak Sirf Citthi hi nhi balki iske saath saath bhaut si Bank Jaisi Suvidha v muhaiya karwata hai jo gramin ilako mein rehne walo logo k lie bhaut achaa hai.


Video ko dekhne k lie dhanyabad.. achaa laga toh Video ko like kare, Dosto k saath video ko share kare aur Facebook par dekh rahe hai toh page ko like kare aur Youtube par dekh rahe hai toh humare YouTube Channel ko Subscribe karna bilkul na bhule.


#indiapostHistoryofbhartiyadaak
#Historyofindiapost
#Bhartiyadaakkaitihass
#indiaposthistory
#postoffice
#historyofpostoffice
#Postofficehistory


Postage stamps and postal history of India:-

Indian postal systems for efficient military and governmental communications had developed long before the arrival of Europeans. When the Portuguese, Dutch, French, Danish and British conquered the Marathas who had already defeated the Mughals, their postal systems existed alongside those of many somewhat independent states. The British East India Company gradually annexed the other powers on the sub-continent and brought into existence a British administrative system over most of modern-day India, with a need to establish and maintain both official and commercial mail systems.


DISCLAIMER: Some contents are used for educational purpose under fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use. All credit for copyright materiel used in video goes to respected owner.

Не удается загрузить Youtube-плеер. Проверьте блокировку Youtube в вашей сети.
Повторяем попытку...
History of INDIA POST | भारतीय डाक का इतिहास | INDIA POST | POST OFFICE | post office history hindi

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио

Похожие видео

© 2025 ycliper. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]