Aadhya’s First Toronto Trip | CN Tower & Central Island 🥰
Автор: LITTLE AADHYA'S WORLD
Загружено: 2025-09-29
Просмотров: 221
Описание:
Aadhya’s First Toronto Trip | CN Tower, Cruise & City View Memories#newborn #shorts
Hello dosto! 👋
Jab main sirf 4 month ki thi tab maine dekha Canada ka sabse bada attraction – CN Tower! 🗼✨
Phir hum cruise se Central Island gaye… aur wah! Waha se Toronto ka city view kitna mast lag raha tha! 🏙️🌊
Sabne wahaan bohot saari photos khinchi… aur dekho mujhe shanti se bitha ke mumma, papa aur bhai nasta kar rahe the. 🍴😁
Main toh chhoti thi na, isliye main nahi kha rahi thi. 👶💖
Phir ek aur khubsurat nazara dekha… aur sab log mere sath photo khichvane ke liye excited the! 📸💫
Kitna mazedaar trip tha!"
#AadhyaVlogs #TorontoTrip #CNTower #CentralIsland #FamilyTime #BabyVlog #TorontoView #FamilyMoments #CanadaVlogs #aadhyakiduniya
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: