A Journey Beyond Imagination | Isra & Miraj:
Автор: MIRAS _E_ISLAM
Загружено: 2026-01-20
Просмотров: 13
Описание:
Safar e Miraj Islam ka aik azeem aur rooh ko hila dene wala waqia hai jo 27 Rajab ki mubarak raat ko pesh aaya.
Is raat Hazrat Muhammad ﷺ ko Masjid-e-Haram se Masjid-e-Aqsa aur wahan se saat aasmanon tak bulaya gaya.
Yeh sirf safar nahi tha, yeh Allah Ta’ala aur uske Mehboob ﷺ ke darmiyan qurb ka lamha tha.
Is video mein aap dekhenge:
• Safar-e-Miraj ka mukammal waqia
• Shab-e-Miraj ki fazilat
• Namaz ka azeem tohfa
• Ambiya se mulaqat
• Aur wo imtihaan jahan iman aur aqal ka farq wazeh ho gaya
📌 Agar aap Islamic history, waqiat aur roohani bayan pasand karte hain
تو is video ko LIKE karein 👍
اپنے doston aur family ke sath SHARE karein 🤝
aur hamare channel ko SUBSCRIBE zaroor karein 🔔
taake aap tak har naya Islamic video bar waqt pohanch sake 🌙
Presented by
✨ *MIRAS-E-ISLAM* ✨#SafarEMiraj #ShabEMeraj #MirasEIslam
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: